| Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
|
|
(#2)
|
|
|||
|
Saaray waadon ko bhula skti hun, LAKIN REHNAY DO….. Main tumhe chor k ja sakti hun, LAKIN REHNAY DO…. Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz, faisla mein bhi suna sakti hun, LAKIN REHNAY DO…. Tum ne jo baat ki hai dil ko dukhaney wali, us pr mai Ansoo b baha sakti hun, LAKIN REHNAY DO… Sharam aaye gi tumhein warna tumharay waaday mai tumhe yaad dila sakti hun…. LAKIN REHNAY DO …..
|
|
(#3)
|
|
|||
|
LAKIN REHNAY DO….Saaray waadon ko bhula skti hun, LAKIN REHNAY DO….. Main tumhe chor k ja sakti hun, LAKIN REHNAY DO…. Tum jo har morr pe keh daitey ho khuda hafiz, faisla mein bhi suna sakti hun, LAKIN REHNAY DO…. Tum ne jo baat ki hai dil ko dukhaney wali, us pr mai Ansoo b baha sakti hun, LAKIN REHNAY DO… Sharam aaye gi tumhein warna tumharay waaday mai tumhe yaad dila sakti hun…. LAKIN REHNAY DO …..
|
|
(#4)
|
|
|||
|
Wo aakhiri mulakat k panne ,, Kuch bikhre hue kuch simte hue !!! Wo aakhiri mulakat ka intzar ,, Intzar unki purani yaadon ka !!! Unka wahi purane lihaz se inkaar karna ,, Aur fir muskrate hue aankho se izhaar karna !!! Sab kuch pata hote hue bhi ye dil unhe kyu chahta hai ,, Kyu unn bikhre hue panno se mulakat ka intzar rahrta hai !!! Wo saksh nahi hai naseeb mai mere ,, Fir mukaddar bar-bar usi se kyu takrata hai !!! Wo raat 9:00 baje tak aakhiri mulakat ,, Aur fir jo simte hue panne thy unka bikhar jaana !!! Wo aakhiri mulakat k bikhre panno ko ,, Abb intzar hai simatne ka……. …
|
|
(#5)
|
|
|||
|
|
|
(#6)
|
|
|||
|
Kuch bhi tu nahee mere paas Teri yaadoon ke siwa Teri pyaar bhari baatoon ke siwa Mujhe yaad hai sab kuch Tera woh kehna ke kitni khobsurat hain aankhain tumhari Kitne rung hain in main Yeh kitna muskuraati hain Yeh kitni baatain karti hain Main thori door hojaoon tau Mujhe waapis bulaati hain Yeh mujh ko aazmaati hain Magar Ab kuch bhi tu nahee bacha in mein Tere khwaaboon ke siwa Teri yaadoon ke siwa… …
|
|
(#7)
|
|
|||
|
ik din shararatan us k kamre mn ja kr, deewar pe likhe kuch haruf parrhna chahe,, ja baja hath se bani tasveeron ko samjhna chaha, kahin sookhe gulab ki pattiyan thin, kahin takiya aansoun se num tha, phr kitabon se aisi kitab mere hath lagi, jis k safha-e-awal pe mera naam tha, kuch lafaz chape the,mera hath laraz utha, chehra paseene se tar tha, meri sada mere kaanon mn goonjne lagi, Mujhe khabar bhi nahin ke woh khamosh sa shakhs mujhe is qadar chahta tha. …
|
|
(#8)
|
|
|||
|
barishon k mosam men muhabbaton k alam men main ne us se pocha tha chor to na jao gey? us ne hath thaam kr pyar se mujhe bola’ kese chor sakta hon? tum to jan ho meri. or aj aisa ha. barishon k mosam men wehshaton k alam men main ne us se pocha ha? chor k jo jana tha muskurati galion men to aas kyun dilai thi? pyaas kyun jagai thi? chaltey chaltey wo bola mosmon ki adat ha waqt par badal jana. …
|
|
(#9)
|
|
|||
|
Hawa uss se kehna… ke ab shehr-e-dil mein koi sa hu mausam teherta nahi hai. Muhabbat ka, yah beqarari ka mausam bharosey ka yah be-itbaari ka mausam Hu bechain rehne yah kerne ka mausam yonhi besabab jeene merne ka mausam Yah hu hijer mein aahien bherne ka mausam judaii ke khadshoon se darne ka mausam …
|
|
(#10)
|
|
|||
|
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| collection, nazam |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Nazam | *~FaLaK~* | Image Poetry | 13 | 08-25-2010 07:47 PM |
| Nazam | safa | Image Poetry | 8 | 07-27-2010 07:12 PM |
| (¯`·... Aek nazam ...·´¯) | LAMS | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 07-16-2010 05:01 PM |
| Haj par ek Nazam | AYAZ | Islamic Issues And Topics | 3 | 11-13-2008 02:08 PM |