Hein Khawab Mein Hanooz Jo Jagy Hein khawab Mein... - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Great Urdu Poets&Poetry » Ghalib Mirza Asadullah Khan » Hein Khawab Mein Hanooz Jo Jagy Hein khawab Mein...
Ghalib Mirza Asadullah Khan !! Share Mirza Ghalib Poetry Here !!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
Rania's Avatar
Rania Rania is offline
 


Posts: 11,221
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2011
Gender: Female
flor2 Hein Khawab Mein Hanooz Jo Jagy Hein khawab Mein... - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-27-2013, 08:19 AM



Kal ke liy kar aaj nah khist sharab mein
Yeh sooye zan hai saqi kosar ke baab mein

Hein aaj keyon zalil keh kal tak nah thi pasand
Gustakhi-e-firishta humari janab mein

Jaan keyon nikalny lagti hai tan se dam-e-samaa
Gar woh sada samai hai chanak-o-rubab mein

Ro mein hai rakhsh-e-omar kahan dekheye thamy
Ne hath baag par hai nah paa hai rakab mein

Utna hi mujh ko apni haqeeqat se boad hai
Jitna keh wehm ghair se hon pech-o-taab mein

Asl-e-shohood shahid-o-mashhoor aik hai
Heran hon phir moshahida hai kis hisaab mein

Hai mushtamil namood-e-sor par wajood-e-bohr
Yan kya dhara hai qatra-o-moj-o-habab mein

Sharam ik adaye naz hai apny hi se sahi
Hein kitny be hijab keh hein yon hijab mein

Aaraish-e-jamal se farigh nahin hanooz
Pesh-e-nazar hai aaina daim-e-niqab mein

Hai ghaib ghaib jis ko samjhty hein hum shahood
Hein khawab mein hanooz jo jagy hein khawab mein

Ghalib Nadeem-e-dost se aati hai booye dost
Mashgol-e-haq hon bandgi boo turaab mein

Urdu Poetry By Mirza Ghalib

 









Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
hanooz, hein, jagy, khawab, mein


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Jab se unn ke dil mein hum rehte hein m.asghar mirpuri Your Own Poetry 3 07-22-2013 09:03 AM
~!~ [ Khawab Posh Ankhon Mein... ] ~!~ ~!~hasnain~!~ Miscellaneous/Mix Poetry 6 02-04-2013 03:14 PM
Apni Aankhon Mein Mere Khawab Rehne Do (‘“*JiĢäR*”’) Mohabbat shayari 5 10-08-2012 09:56 AM
Jo aansoo dil mein girtey hein wo aankhoon mein nahi rehte (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) Miscellaneous/Mix Poetry 8 08-06-2011 08:24 AM
Raat Kali Ik Khawab Mein Aaai ...............:) ~ZAIN~ Share Your Favourite Videos 2 07-26-2011 04:15 PM


All times are GMT +5. The time now is 05:38 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG