Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#83)
![]() |
(#84)
![]() |
|
|||
|
(#85)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Dosti khiltay phoolon ki khushboo mai hai
Dosti halke suraj ki kirno me hai Dosti har naye din ki umeed hai Dosti khwab hai,dosti jeet hai Dosti pyar hai,dosti geet hai Dosti do jahano ka sangeet hai Dosti har khushi,dosti zindagi hai Dosti roshni hai, dosti bandagi hai Dosti sang chalti hawaon me hai Dosti in barasty ghataon me hai Dosti doston ki wafaon me hai Dosti dosti nibhane mein hai......
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#86)
![]() |
|
|||
Ek Din Ek Pagal Larki Nay Apnay Gher k Onchi Chaht (Roof) Say Apnay Saray Khawab Otaaray Khawaish K Tokroon Ko Jora Geelay Kapray Taiz Hawa K Hath Cheehnay Kalay Harfoon Walay Kaghiz PARUS Main Rakhay Peelay Chaand Ke Pheeki Chahaaon Apni Kachi Aankon Ander Aap Sameetay Rishton Ke Zanjeerain Tor K Gher Say Nikli ! Shahar Ke Sari Roshniyun Nay Us Ke Aankhain Rang Ba-Rangi Dewaron Per Chispaan Ker Deen Jagti soti Aankhon Wali Us Larki Nay Morr Ker Daikha .. Gher Janay K Saray Rastay Us Say Oojhal ______ Aankhain Bojhal !!! Who Ab Apnay Aap Ko Jaisay Dhoondh Rahi Hai Her Jaanib Anjanay Saye.. Us Say Aankhain Maang Rahay Hain Or Who Her Ek Mor Pay Ruk Ker Apnay aap Say Poch Rahi Hai Apnay Gher Ka Pehla Rasta !! Who Kitni Pagal Larki Thi .......! Or Wo TUMHo !!
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#87)
![]() |
|
|||
|
(#88)
![]() |
|
|||
|
(#89)
![]() |
|
|||
Mere Mola! Mere Malik! Mujhe is ka yaqeen hai k Mujhe teri nigahoon me koi mansab dilane ko Mujhe tera banane ko Mere sare gunahoon ko yakmusht hi mitane ko Wo ik ansoo hi kafi hai Jo tere khauf se nikla.
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#90)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
|
|