| General Discussion This is the forum for your general conversation. Share your interest, ideas, your dreams (about other guppies) or discuss anything not related to above or below forums. |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
|
|
(#1)
|
|
|||
|
Quote:
hmmm shair acha kaha ![]() Dost dhondane sy nahi milte qismat se milty hain :S achi salam dua to shayd bohat se logo se ho sakti hay but true or close friends max 5 out of 100 Internet ki dunya mien log sincere nazar to bohat aatay hain but utnay hotay nahi jitna woh show kertay hain. Baqi achay log bhi bohat hain but as a true friends in ki percentage bohat kam hay. jee ko jee kehna Friendship nahe hoti friendship ya relation ka wahan pata chalta hay jab koi aap ko ghalt kahay aur aur apke dost ko pata ho k aap ghlat hosakte ho ya nahi phir pata chalta hai koun apka dost hai werna to sabhi ek dosray ki normal care bhi kertay hain etc aur mere nazdeek to yahi same cheez real life mein b hai.
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
| Sponsored Links |
|
|
|
(#2)
|
|
|||
|
|
|
(#3)
|
|
|||
|
well kaaf logo ne batein ki mukhtilf sochein tajurbat apne apne khaylaaat aap sab soch ke atey ho ke dhoka doge ya khao gei ? hmmmm mera nahi khayal koi bhi aisa soch ke ata hoga per phir bhi wajaaaa hmmmm gher me rahtey ho waldein behen bhai aur rishtey daar soher biwi bachey ikhtilaaf hota hai ? chordtey ho ? naraz hotey ho kinara karletey ho? nahi ? kio ? kio kei sincerity pe shubha nahi hota han do different insan hai soch saktey hain 2 different tareeko sei chalo wo tou waldein behen bhai aur TRUE relationship hoti hain waha aisa kio nahi kartey keapni soch chor kar unki tarha sochne lago nahi karsaktey na tou yaha bhi nahi karsaktey han waha naraz hojatey ho bura lagta hai 2 4 roz moun phoola rahta hai thats it per yaha sab log perfectness kio expect kartey ho samnei wala shaks meri zaat ko samne rakh kar desing nahi huwa us sei ikghtilaaf hoga hazaar baar hoga samjho jab un rishto ki khuloos ke yaqeen pe qayim rakhtey ho tou yaha kia msla hai bhaiyo aur behno ? chalo turn the table tum waisey karlo jaisey samne wala expect karta hai hmmmm comon DOST waqai her koi nahi banta per dosti kia hamehsa agree karne ka ya expectation poori karne ka naam hai kia koi bhi relation shi expectations pe depend karti hai ya khuloos per sacrifice per socho kab kis ko chora aur kio 100% answer batadeta hoo ikhtilaaf ki waja sei tou chor do waldein ko bhen bhaio ko shoher biwi ko sab ko SALMAM yeah agreed samjhna mushkil hai per na samjh ane ke base per rishtey tor diye jatey hain unko jhoota samjhne lagtey hain aap mei apnei baap ko nahi samjh paya aaj tak tou wo sacha baap nahi ? hairat hai koi samjhey rishtey khuloos per bantey hain koi sa bhi behen bhai ka ma baap ka shoher biwi ka dost dost ka ger khuloss niyat achi hai tou ek ghalt hogi theik phir khayal rakhta hai banda ghalt fehmio ka azala karta hai sunta hai sunata hai achey lamho ka hisab rakhta hai burey waqto ko ignore karta hai kia aisey hi sab nahi nibhaatey ? tou yah asoch ke atey ho ke bus I QUIT ka banner hath me leikei rahooga ? jaha moqa mila I QUITTTTTTTTTTTT comon guys REMOTE talluq tou bandey aur RAb ka bhi hai REMOTE talluq tou rooh sei jism ka bhi h ai REMOTE talluq tou insan ka apne rohani peshwa sei bhi hota hai samjhne ke lia waqt darkaar hai ghaltia hoti hain per I QUIT hmmm : ) koi samjhey zara khuloos shart hai perfectness nahi warna me kudh ko doghla kahooga ke apni zindagi me merei criterias diff hain aur yaha different..... koi samjhey zara
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے ![]() And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)
|
|
(#4)
|
|
|||
|
Don't Confuse my Dear Shaam Topic hai ki Net Friends kya Real Friend ho sakte hain ya nahi aap ne khud aitraf kiya ki aap apne waalid mohtaram ko samajh nahi sake to kya aap ki unse koi mutual understanding hogi ? ( shayed nahi ) Virasat mein mile Rishton ko aap nibhaate hain halanki koi dil se rishta nahi hota hai phir bhi nibaahna padta hai yeh society ka rule hai. jab baat Dosti ki aaati hai then baat sirf understanding ki hoti hai zabardasti nibaahne ki nahi hoti hai.. then ab masla hai ki Net & Real Friendship mein kaise parkhain ? maine is baat ki baabat kaha hai ki jab aap real mein kisi easily read nahi kar paate then remotely kaise kar sakte hain. NOW CLEAR THE POINT ? RISHTE 2 TARAH KE HOTE HAIN 1. VIRASAT MEIN MILE RISHTE 2. WOH JO AAP KHUD BANATE HAIN AUR EK BITTER TRUTH HAI KI BAHOT SE RISHTE SIRF SELFISH MOTIVE KE TAHET BANTE HAIN
|
|
(#5)
|
|
|||
|
|
|
(#6)
|
|
|||
|
Diloon ki Emaratoon mai kaheen Bandagi nahi Pathar ki Masjidoon mai Khuda dhondte hain loog Strange yaha to apni baat ko ehmiyat dilane k liye Taqareer ki ja rahi hain net ho ya practical life khud achey bano aap ko sab ache milenge n Mahi according to u k dost dhondne se nahi qismat se milte hain Such to keh doon magar is dour k insano ko baat jo dil se nikalti hai buri lagti hai to agar ghar beth kar RIZQ ka intizar kiya jaey to mumkin nahi k mil jaey jab tak talash na kiya jaey Irshad hai " or tum ma'ash ki talash mai niklo " beshak Allah hi daine wala hai per Allah nai hi MEHNAT k liye kaha hai same usi tarah DOST qismat se nahi milte Dhondne se milte hain buhat loog atey hain hamari zindagi mai hami parakhte hain unhen samjhte hain unhen phir DOSTI ka name daite hain agar kisi k parakhne ya samjhne mai ghalti ho to usey QISMAT ka name nahi diya jata apni kam aqli kaha jata hai or ese log qismat k saharey bethey rehte hain buhat ziada to nahi kahonga bus MAI or LAMS 10 years pehley NET per hi miley they but hamarey darmiyan net kam DOSTI ziada hai or inshallah rahenge I wish k sab ko buhat achey DOST milen. Ameen agar mairi baat kisi ko buri lagi to mai mozrat chahta hon Mahi nvm plz
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
|
(#7)
|
|
|||
|
Quote:
mene kab kaha k mere nazaeriye se aap b ittifaaq karein ? all ppl have diff ways of thiking.... anyways thnx for drop ur comments.
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
|
(#8)
|
|
|||
|
|
|
(#9)
|
|
|||
|
thnx same to u
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
|
(#10)
|
|
|||
|
DOSTI or net par ..Ik buhaat mushkil lakin buhat acha topic hai .. JAB mein net pr dosti k pechay bhagta tha .. tou log mujhe chor k bhag jatay thay .. or ab mein dosti sy DOOR bhagta hon .. tou bhe log mujhe chor k bhag jatay hain .. NET pr trust bhe hai kyun k yahan bhaiyon sy bhe barh k dost milay hain .. or net pr kuch afsos bhe .. jiss nay .. buhaat say aisay log jo kuch he arsay mein aziiz hu gaye .. cheen bhe liyee hain .. Tou mein na net pr ilzaam laga sakhta hon or na he net ko buhaat SUCHAY dil sy tareef kr sakhta hon ..
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| frnds, net, true |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| frnds | ~wish munda~ | Quotes | 9 | 12-29-2011 06:34 PM |
| for all my frnds | ~wish munda~ | Pics And Images | 11 | 12-02-2011 10:41 PM |
| Nothing More Den Frnds! | QUEEN OF HEARTS ... | English Poetry | 8 | 07-23-2011 03:58 AM |
| Hi frnds m new here............... | Zuni | Welcome & Introduction | 8 | 07-17-2009 07:40 PM |