Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#3)
![]() |
|
|||
Khud ko parhta hun phir chor deta hun Roz ek varq morr deta hun Is qadr zakhm hai nigahon main mere Roz ik aaina Tor deta hun Kaampte hont bheegtee palken Baat adhhuri he aksar chor deta hun Ret k ghar bana bana k mai ASIM Janay Q phir khud hi tor deta hun Jab kuch nahin rahta baqi mere pas to.. Tootey hue dil ko or bhi tor deta hun.
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
Kal halki halki barish thi,
kal sard hawa ka raqs bhi tha, Kal phool bhi nikhray nikhray the, Kal un main app ka aqs bhi tha, kal badal gehray kaale the, Kal chand pe laakhon pehre the.. Kuch tukry app ki yaadon ke, Bari dair se dil main thehre the.. Kal yaadien uljhi uljhi thien, Aur kal tak yeh na suljhi thien.. Kal yaad buhat tum aye the_.. Kal yaad buhat tum aye the_..
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#8)
![]() |
|
|||
Best combination of two great poets!
Faraz Says: Usay Hum Yad Aatay Hain Mager Fursat K Lamhon Mein Mager Ye Baat Bhi Such Hey Usay Fursat Nahi Milti. Perven Shakir Says: Hum Tasleem Kartey Hain Humain Fursat Nahi Milti. Magar Ye Bhi Zara Socho Tumhain Jab Yaad Kartey Hain Zamana Bhool Jatey Hain.
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
Meri ankhon me nami ka hi samaa rehta he Dil me ik dard jo muddat se jawan rehta he Tum jo kehte thay k bichare gai to marr jaye gain Ab ye maloom nahi he tu kahan rehta he Aik tum ko hi meri chahat ki zaroorat na rahi Warna mera to talabgaar jahaan rehta he Tum samjhte ho k me bhool gaya hoon tum ko Khud se bhi zyda mujhe jis ka dehaan rehta he Yun udaasi mere sar per he musalsal Jaise dil pe koi zakhmon ka nishaaan rehta he
[SIGPIC][/SIGPIC]
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
|
|