Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#61)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Parakhna Mat Parakhne se koi apna Nahi Rehta Kisi bhi Aaine me Dair Tak Chehra Nahi Rehta Bare logoon se milne me Hamesha Faasla Rakhna Jahan Darya Samnder Se Mila Darya Nahi rehta Hazarooon Sher Mere So Gai Kagaz ki Qabroon me Ajab Maaa hun koi Bacha Mera Zinda Nahi Rehta Muhabbat Aik Khushbu Hai Hamesha Saath Chalti Hai Koi Insaan Tanhai Me Bhi Tanha Nahi Rehta Koi Badal Hare Mosam Ka Phir Elaan Kerta Hai Khizaan k Bagh me jab Aik bhi Patta Nahi rehta Tumhara Sheher to Bulkul Nai Andaaz Wala Hai Hamare Sheher Me Bhi ab koi Hum sa nahi Rehta
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
Sponsored Links |
|
(#62)
![]() |
|
|||
|
(#63)
![]() |
|
|||
|
(#64)
![]() |
|
|||
|
(#65)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Tu jahan ahe meri DUA ki chaoon ho
Chahay wo koi sheher ho ya gaoon ho Teri ankh m nami na ho Kissi shey ki tujh ko kammi na ho Tujhe jo lagy wo nazar na ho Kisi dukh ko teri khabar na ho Teri rah main QOS-E-QAZAH rahe Razi tujh se RAB ki RAZA rahe Khushi tere paon ki dhool ho DUA meri ye KABOOL ho AMEEN ![]()
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#66)
![]() |
|
|||
|
(#67)
![]() |
|
|||
|
(#68)
![]() |
|
|||
|
(#69)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() TA'ALUQ toot jayga mera saray ZAMANAY se
Mere apne KHAFA honge TUMHEN apna banane se Tumhare SATH rehne se mujhe TASKEEN milti hai Bohat TAKLEEF hoti hai Tumhare Door janay se Mere GHAR ko jala dena MAGaR ye ZEHEN main rakhna UJALA mil nahi sakta kisi ka GHAR jalane se Hamari Jaan jaegi to TUM b jaan jaogay K Hasil kuch nahi hota kisi ko AAZMANAY se Tumhara naam kese MITA dun main apni KAHANI se Boht Gehra taal'luq hAI TERA mere FASANAY se...!
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#70)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Buhat Ghumi Jahan Bhar Me
Mujhe Aawargi le ker Kabhi Sehra Samnder me Kabhi Dunya K Mailoon me Kabhi Jungle Me Bhtakaya Ajab Wehshat Lahu Me Thi Nazar Bhi Justuju Me Thi Kai Chehre The Aankhoon me Unhi Chehroon ki khwaish me Her Ik Manzil Ko Thukraya Sakoon Phir Bhi Nahi Aya Buhat Ghooma Jahan Bhar me To Phir Aakhir Khula Mujh Per Wo Jisko Chorh Aya Tha Me Apne Hijr Me Jalta Woshi Sachi Mohabbat Thi Usi Ki Yaad K moti Bane Jeevan Ka Sarmaya Mohabbat Aakhri Manzil Muhabbat Aakhri Saaya........!
بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
|
|