| General Discussion This is the forum for your general conversation. Share your interest, ideas, your dreams (about other guppies) or discuss anything not related to above or below forums. |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#61)
|
|
|||
|
Friendship = Transparency jisko aap personally nahi jaante hain aap usko dost na samjhain.. yeh naadaani hai Specially Girls should be very much careful about it aur waise bhi ek kahavat hai " Aadmi jaane basay aur sona jaane kasay" insaan ko jab aap real life mein easily nahi samajh paate then how can u know someone remotely ? I m very old chatter of msn rooms, i had a group named "AnjanDost" @msn there a Girl was in my buddy list, she called me bhai.. she was one of managers in AnjanDost. She was called Nini as nick & Nadia Khalid as name.. after 3yrs.. I was shocked to listen from her fast friend that she was not she.. she was He... his real name was Abid. but sab aise bhi nahi hain.. ek mera net friend tha from msn Rizwan Anwar.. when I went to Lahore in 2007.. he was my Host.. i went to his house, i met with his parents, bro & sister.. then we were just net friend but now we r real friend.
|
| Sponsored Links |
|
|
|
(#62)
|
|
|||
|
Very Good Salmaan
I Agree With U Its All Up to U wo kehtey hein jo beej bow gey wo hi fasal kato gey ![]() to jesa app fake kero gey to app ko bhi fake hi miley ga and ager app kisi key sath friendship kero or us ko long life kerna chaho to most depend on truth to us relation ko app friendship keh sektey ho otherwizzz down thomb ![]() BR TashiRao
●❤ღ Dяєaм Lоvєґ ღ❤●
![]() ![]() ![]() |
|
(#63)
|
|
(#64)
|
|
|||
|
Thank You very much @Tashi Rao.. well said it is up to U.. Allah Bada MusabbebulAsbaab hai.. woh hi jaanta hai sab kuchh aur zahir hai jab hum apne sab kaam Allah ko haazir-naazir jaankar karte hain then dar kis baat ka.. us par humara 101% yaqeen hona chahiye.. bas aap apna raasta sahi rakhen.. baki sab kuchh Allah par chhor dain.. woh aap ka Muhaafiz rahega.. always
|
|
(#65)
|
|
|||
|
Quote:
bikul sahi kaha Salaman, i fully agreed wid ur statement
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
|
(#66)
|
|
|||
|
Quote:
hmmm shair acha kaha ![]() Dost dhondane sy nahi milte qismat se milty hain :S achi salam dua to shayd bohat se logo se ho sakti hay but true or close friends max 5 out of 100 Internet ki dunya mien log sincere nazar to bohat aatay hain but utnay hotay nahi jitna woh show kertay hain. Baqi achay log bhi bohat hain but as a true friends in ki percentage bohat kam hay. jee ko jee kehna Friendship nahe hoti friendship ya relation ka wahan pata chalta hay jab koi aap ko ghalt kahay aur aur apke dost ko pata ho k aap ghlat hosakte ho ya nahi phir pata chalta hai koun apka dost hai werna to sabhi ek dosray ki normal care bhi kertay hain etc aur mere nazdeek to yahi same cheez real life mein b hai.
[SIGPIC][/SIGPIC]
قطرہ اے شبنم کی طرح اڑ جاینگے گل سے ایک یاد سی رہ جائے گی گلشن میں ہماری .•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *......`·.¸.·´* (¨`·.·´¨ ¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥ ´¨ `♥•. M A H ¡ ..•´¸.•*´¨) ¸.•*¨) ¸.•´¸.•*´¨)¸.•*´¨ .`·.¸(¨`·.·´¨) . * .*..*...* *.....`·.¸.·´* (¨`·.·´¨¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥•.¸¸.•♥´¨`♥• .¸¸.•♥´¨`♥• |
|
(#67)
|
|
|||
|
|
|
(#68)
|
|
|||
|
well kaaf logo ne batein ki mukhtilf sochein tajurbat apne apne khaylaaat aap sab soch ke atey ho ke dhoka doge ya khao gei ? hmmmm mera nahi khayal koi bhi aisa soch ke ata hoga per phir bhi wajaaaa hmmmm gher me rahtey ho waldein behen bhai aur rishtey daar soher biwi bachey ikhtilaaf hota hai ? chordtey ho ? naraz hotey ho kinara karletey ho? nahi ? kio ? kio kei sincerity pe shubha nahi hota han do different insan hai soch saktey hain 2 different tareeko sei chalo wo tou waldein behen bhai aur TRUE relationship hoti hain waha aisa kio nahi kartey keapni soch chor kar unki tarha sochne lago nahi karsaktey na tou yaha bhi nahi karsaktey han waha naraz hojatey ho bura lagta hai 2 4 roz moun phoola rahta hai thats it per yaha sab log perfectness kio expect kartey ho samnei wala shaks meri zaat ko samne rakh kar desing nahi huwa us sei ikghtilaaf hoga hazaar baar hoga samjho jab un rishto ki khuloos ke yaqeen pe qayim rakhtey ho tou yaha kia msla hai bhaiyo aur behno ? chalo turn the table tum waisey karlo jaisey samne wala expect karta hai hmmmm comon DOST waqai her koi nahi banta per dosti kia hamehsa agree karne ka ya expectation poori karne ka naam hai kia koi bhi relation shi expectations pe depend karti hai ya khuloos per sacrifice per socho kab kis ko chora aur kio 100% answer batadeta hoo ikhtilaaf ki waja sei tou chor do waldein ko bhen bhaio ko shoher biwi ko sab ko SALMAM yeah agreed samjhna mushkil hai per na samjh ane ke base per rishtey tor diye jatey hain unko jhoota samjhne lagtey hain aap mei apnei baap ko nahi samjh paya aaj tak tou wo sacha baap nahi ? hairat hai koi samjhey rishtey khuloos per bantey hain koi sa bhi behen bhai ka ma baap ka shoher biwi ka dost dost ka ger khuloss niyat achi hai tou ek ghalt hogi theik phir khayal rakhta hai banda ghalt fehmio ka azala karta hai sunta hai sunata hai achey lamho ka hisab rakhta hai burey waqto ko ignore karta hai kia aisey hi sab nahi nibhaatey ? tou yah asoch ke atey ho ke bus I QUIT ka banner hath me leikei rahooga ? jaha moqa mila I QUITTTTTTTTTTTT comon guys REMOTE talluq tou bandey aur RAb ka bhi hai REMOTE talluq tou rooh sei jism ka bhi h ai REMOTE talluq tou insan ka apne rohani peshwa sei bhi hota hai samjhne ke lia waqt darkaar hai ghaltia hoti hain per I QUIT hmmm : ) koi samjhey zara khuloos shart hai perfectness nahi warna me kudh ko doghla kahooga ke apni zindagi me merei criterias diff hain aur yaha different..... koi samjhey zara
ایک تیرا ہجر جو بالوں میں سفیدی لایا ایک تیرا عشق جو سینے میں جوان رہتا ہے ![]() And Allah is All Enough For Me (Al-Quran)
|
|
(#69)
|
|
|||
|
Don't Confuse my Dear Shaam Topic hai ki Net Friends kya Real Friend ho sakte hain ya nahi aap ne khud aitraf kiya ki aap apne waalid mohtaram ko samajh nahi sake to kya aap ki unse koi mutual understanding hogi ? ( shayed nahi ) Virasat mein mile Rishton ko aap nibhaate hain halanki koi dil se rishta nahi hota hai phir bhi nibaahna padta hai yeh society ka rule hai. jab baat Dosti ki aaati hai then baat sirf understanding ki hoti hai zabardasti nibaahne ki nahi hoti hai.. then ab masla hai ki Net & Real Friendship mein kaise parkhain ? maine is baat ki baabat kaha hai ki jab aap real mein kisi easily read nahi kar paate then remotely kaise kar sakte hain. NOW CLEAR THE POINT ? RISHTE 2 TARAH KE HOTE HAIN 1. VIRASAT MEIN MILE RISHTE 2. WOH JO AAP KHUD BANATE HAIN AUR EK BITTER TRUTH HAI KI BAHOT SE RISHTE SIRF SELFISH MOTIVE KE TAHET BANTE HAIN
|
|
(#70)
|
|
|||
|
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| frnds, net, true |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| frnds | ~wish munda~ | Quotes | 9 | 12-29-2011 06:34 PM |
| for all my frnds | ~wish munda~ | Pics And Images | 11 | 12-02-2011 10:41 PM |
| Nothing More Den Frnds! | QUEEN OF HEARTS ... | English Poetry | 8 | 07-23-2011 03:58 AM |
| Hi frnds m new here............... | Zuni | Welcome & Introduction | 8 | 07-17-2009 07:40 PM |