Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#601)
![]() |
|
|||
![]() ![]() jab koi zikar ho judai ka ya kissi kee bewafai ka ya mosaam aik dam badley koi awara badal achanak barsey koi mily ya phir bhichrey jab koi ajnabi haans key boley piyaar jataey jhoot boley tab yaad bohat tum atey ho jab saans kee door kaheen tootey jab koi kissi ko tanha chorey dil kissi ka tootey koi beech manjhdaar tanha jab kissi ko chorey jab nao kissi kee doobey jab be aas kissi kee tootey han such tab yaad bohat tum atey ho. tab yaad bohat tum atey ho ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
Sponsored Links |
|
(#602)
![]() |
|
|||
|
(#603)
![]() |
|
|||
|
(#604)
![]() |
|
|||
|
(#605)
![]() |
|
|||
![]() ![]() "Khwahish" Qurb Ki Rutt, Hara Bhara Musam...! Wasal Ki Aanch , DhooP Jaarray Ki... Aisay musam May Tujh Say Milnay Ki..! Dil May Dum Torti Khwahish....! Jaisay Jugnoo Udass Raatoon Maein...! Shakh Der Shakh Jis TerhA Bhatkay..! Zard Patta Khizaa'n Kay HathOon May..! (Mohsin Naqvi) ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#606)
![]() |
|
|||
|
(#607)
![]() |
|
|||
|
(#608)
![]() |
|
|||
![]() ~*~ Chooriyan Kharidi Hain ~*~ Khuwahisho k Jangal mai Raat Justuju kar k Hum ne us ki Khatir ab Chooriyan Kharidi hain Dil bala ka Wehshi tha, Dil se Guftugu kar k Hum ne us ki Khatir ab Chooriyan Kharidi hain Wo Ajeeb Larki thi us ko Raass aata tha Barishon ke Mousam mai Khirkyan khuli rakhna Us ajeeb Larki ke Dil mai Aaarzoo kar k Hum ne us ki Khatir ab Chooriyan Kharidi hain Be-Qarar Jazbon ko Aag jesey Shairon ko Neend ke Jazeerey mai Udtey oye Parindo ko Ek Safaid(white) Kagaz per phir se ro-buru kar k Hum ne us ki Khatir ab Chooriyan Kharidi hain Kuch Kitabein lena thi aur kuch naye Kaprey Aur kuch Zururi cheezein bhi, per yuu hai k apni her Khuwahish ka is baras Lahoo kar k Hum ne us ki Khatir ab Chooriyan Kharidi hain
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#609)
![]() |
|
|||
ik Ajeeb See Khwahish Thi
![]() ik ajeeb sii khwahish thi uss masum si larkki kii sare naaz uthane kii bheegi bheegi ankhoonn kii sari nammi churanne kii ik ajeeb sii ik khwashish thii uss kee nazuuk hoontoon pee appne mazboot hathoon see mehanddi ke peele rangoon see muhabaat ka name likhnne kii ik ajeeb sii khawahish thii uss ki chooti chooti baat pe mastanni si chaal pe laal gulabbi gaall pee appna app lutanne kii ik ajeeb sii khawahish thi uss ki mout ki khabaar pee uss ki mehkaktti qabaar pee qudraat ke iss qehaar pee khuda see larr kee anne ki ik ajeeb sii khawahish thi uss ki dewanni halaat pee uss ke piyaar ki taqaat pee ahmer ki zaara kehlane pee uss ki pujja karnne kii ikk ajeeb sii khwahish thi uss nazuk sii larkki ki ikk hi khwahish thi
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#610)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
|
|