Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() Pagal Si Ek Ladki Thi Har Pal Wo Muj ko Takti Thi ![]() Aankh Main Us ki Masti Thi Wo Baat Baat Pe Hansti Thi ![]() Har Roz Wo Roop Badalti Thi Har Roop Main Achi Lagti Thi ![]() Es Dil Main Aag Badhakti Thi Jab Meri Taraf wo Barti Thi ![]() Deedar Ko Deed Tarasti Thi Fursat Main Aankh Barasti Thi ![]() Wo Jab Bi Muj se Milti Thi Ye Zalim Dunia Jalti Thi ![]() Pyar Wo Muj se Karti Thi Izhar Se Lekin Darti Thi ![]()
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() Judai ke band khane mein Bas ab tu jeene ka aik hi silsila ha jana Tumhari sochon mein dobe rehna Tumhare khwabon mein khoye rehna Kisi terha tum ko dekhne ki sebeel kerna Tumhare kooche tak ane ka koi bahana kerna Har ate jate se khriyat ki khabar lena Hawaon our chand our parindon pe rashk kerna Mera jee ahwaal pochna ha tu yeh ha jana Ke jane kab se judai ke band-i- khane mein baraf ki seel pe tenha Hararat-e-zindagi se kuch rabbat dhondta houn badan ko apne tumhare hatoon se cho rahai houn
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#3)
![]() |
|
|||
Tenha Bethe Hain Dono Main Our Mera Dil Teri Yaad Main Rehte Hain Dono Main Our Mera Dil Sheeshe Ka Wajood Our Har Taraf Hath Main Pathar Sehme Bethe Hain Dono Main Our Mera Dil Kahmoshi Ka Sabab Jo Koi Poch Le Tera Naam Hi Lete Hain Dono Main Our Mera Dil
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#4)
![]() |
|
|||
kehna tu tha buhat kuch tum se par himmat nai main kar paya dekhe the sapne tum ho banhon mein pure khabi na kar paya likhe the khat naam pe tere tuj ko khabi na de paya pyaar tu karta houn tuj ko ab bi kehne se par darta houn naa jane kis rah pe chod de muj ko mera saaya
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
thanks Safa

(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
thanks SS

(#9)
![]() |
|
|||
khabi khabi shaam ke is pehar main sochta houn ghar main shaok-e-wsial rekhta na tenha hota wo meri har sans ke sang hote is zindagi main bi rang hote ghar main rangon main khila sakta na tenha hota meri zaat ke sab dareche Muhabbaton se purnoor hote ghar main haqiqat ko dekh sakta na tenha hota meri zindagi bi muskurane lagti muje bi Muhabbat nazar ane lagti ghar main isharon ko jaan sekta na tenha hota Udaas shaamin our hamkalami meri zindagi se buhat door hote ghar main qurbaton ko sambhal sakta na tenha hota usi ke chahat main jalte jalte Akeli rahon pe chalte chalte ghar main faaslon ko samait sakta na tenha hota ye kaali raatin ye soni Aankhin chahton ke roshni se chamakti rahtin .. ghar main chahaton ko chah sakta na tenha hota ye aaj youn is terha se bulatin hain kyon Muhabbat ki raahin gharr main Muhabbaton ka paas rekhta na tenha hota ajeeb sa dard lahaq ha dil ko kisi se milne ki chahat ha dil ko ghar main azal se is dil ki sunta na tenha hota ha ab museebat har eik lamhe ki guzarti nai ha guzarne se ghar main is zindagi ko guzar sekta na tenha hota har lamha Saqi apni chahaton ka khayal rekhna guzre lamhon ki ghaltiyon pe malal rekhna ghar main apna maazi phir se sanwar sekta na tenha hota
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#10)
![]() |
|
|||
Tum ne badale ham se gin-gin ke liye hamane kya chaha tha is din ke liye vasl ka din aur itana mukhtasar din gine jate the is din ke liye wo nai sunte hamari kya karin mangate hain ham dua jin ke liye chahne walon se gar matlab nai aap phir paida howe kin ke liye Badaban kaliyaan houn halqe rang ki bhe jani hain ek kamasin ke liye
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
sms collection | DI@ | English Sms | 16 | 10-23-2011 03:31 AM |
––––•(-•DUA'S Collection•-)•–––– | Maharani | Say For Islam | 14 | 09-01-2011 06:20 AM |
My own collection | Emaan_88 | English Poetry | 36 | 06-03-2010 02:54 PM |
My collection | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 307 | 08-06-2009 04:45 PM |
~~!~~$a!Ra's CollectiOn~~~~!`~~~~ | $@!RA | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 12-12-2008 09:21 PM |