Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#31)
![]() |
|
|||
Waqt Guzra Tu Ye Malaal Howa Khatam Aik Zindage Ka Saal Howa Kitne Shiddat Se Koi Yaad Aaya Aaj Jeena Bara Muhaal Howa Soch K Jheel Main Gira Pather BySabab Muntashir Khayal Howa Log Dekhe Buhat Mager Jana Koi Teri Kahan Mesaal Howa?
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#32)
![]() |
|
|||
|
(#33)
![]() |
|
|||
|
(#34)
![]() |
|
|||
thanks Shayyan and life2
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#35)
![]() |
|
|||
Yaar jo bi mila dil jala kar geya Khak main meri hasti mila kar geya Pyaas jis ki sada main bujhata raha Zaher-e-katil muje wo pila kar geya Naaz us ki wafa par muje tha magar Teer wo bi jigar par chala kar geya Doondta tha khabi jo muje har gali Aankh wo aaj muj se bachaa kar geya Mangta tha sehara jo har dum muj se Bysahara muje wo bana kar geya Neend aagosh main jis ki aane lagi Mout ki neend muj ko sula kar geya Aarzoo thi Ahdure kisi ki muje, Khwab mere wohi tu mita kar geya
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#36)
![]() |
|
|||
Zindagi Ab Sirf Dard Ha Tenhai Ha Meri Aankhon Main Kyun Mout Simat Aayi Ha Kehte Hain Log Chahat Ko Ibadat Ibadat Mein Phir Kyun Ruswai Ha? Mehfil Mein Reh Kar Bi Tenha Rehna Ye Ada Zindagi Ne Hi Sikhlai Ha Ye Is Jeevan Ka Sila Ha Main Tamasha Bana Our Dunia Tamashai Ha Intezar Main Kisi Ki Raat Ko Na Badbad Karna Dobte Taaron Ne Muje Baat Ye Samjhai Ha Us Se Taluk Hi Kuch Aisa Reha Ha Jab Bi Beeti Baaton Ko Socha Aankh Bhar Aai Ha
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#37)
![]() |
|
|||
Kisi ke sath apne jazbaat badal kar tu dekhon us ki qaber par zara khabi jhuk kar tu dekhon youn tu kahi baar manzilon par mile hain hum kisi mode par do pal us k sath ruk kar tu dekhon duayin kisi our ke liye our koshish kisi our ke liye khabi duayon our koshishon ko aik kar k tu dekhon buhat muhabbat ha muje zindagi se par chahat ye bi ha ki mout se gale mil kar tu dekhon apni khushi ke liye har baar bikhrta aaya houn main khabi us ke liye khud ko bikhra ker tu dekhon mere dard per wo youn hi namak chidak jata ha khabi main bi us k dard par hath pher kar tu dekhon kehti ha ye dunia wo pathar ha sanson ko nikal ker us ke kadmon mein rakh kar tu dekhon
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#38)
![]() |
|
|||
Chaha tha jo wo paya nai socha jise wo aya nai nafraton k jaal hain bichhe howe saaya khushi ka chaya nai naghme sabhi main gata raha gaana tha jo wo gaya nai taane bi main huns k saha shikwa khabi sunaya nai ouron k ghum mitata raha apna tha jo mitaya nai Chahre sabhi aate rahe Aana tha jo wo aaya nai
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#39)
![]() |
|
|||
Raat sunti rahi mein sunata raha Dard ki dastaan mein batata raha Log logon se chahat nibhate rahe Ik wo tha mera dil jalata raha Dhoop chayon si us ki tabiyat rahi Wo nigahin milata raha churata raha Ik mein hi piyasa raha dosto Log peete rahe mein pilata raha Dil k mehman khane mein ronaq rahi Koi aata raha koi jata raha Hum maktab ne sara sabak parh lia Mein tera naam likhta raha mitata raha
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#40)
![]() |
|
|||
tera sada sa chehra ye sogwar lehja purnum si ye aankhin hain hont thartharate kuch kehna chahin muj se lekin hain phir ruk jate mein janta houn k na kaho gi ye ghum akele hi saho gi magar ah meri ajnabi dost ye kaise tumhin mein samjhayon? jise nai milna hota wo khabi nai milta jo zakham bymarham ho wo khabi nai silta maazi k ek laa hasil ka ab tak kyun ghum karna chor do ye jehad-e-musalasal ye kyun rooz rooz ka marna aayo aj batwara kar late hain khushyin kuch bhejta houn tum ko anso tum kuch yahen rawana kar do khatam karo ye rona dhona kuch hansne ka behana kar do ghum k is lawe ko apni zaat se bahir behne do thak jayo gi sehte sehte kuch ghum muje bi sehne do
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
collection |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
sms collection | DI@ | English Sms | 16 | 10-23-2011 03:31 AM |
––––•(-•DUA'S Collection•-)•–––– | Maharani | Say For Islam | 14 | 09-01-2011 06:20 AM |
My own collection | Emaan_88 | English Poetry | 36 | 06-03-2010 02:54 PM |
My collection | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 307 | 08-06-2009 04:45 PM |
~~!~~$a!Ra's CollectiOn~~~~!`~~~~ | $@!RA | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 12-12-2008 09:21 PM |