Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#221)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() Najane q meri shairi ka unwan ban jate ho tum, Sub kuch jante howe bhi anjan ban jate ho tum, Na koi rishta hay tum se na koi talluk, phir bhi na jane q mera man ban jate ho tum, Me jo bhi likhta hon bat zara qarene se, Mera geet meri shaira mera deewan ban jate ho tum, Dil se jo nikalti hai, labon pe aa k dum tor deti hay, Woh tamanna, wo hasrat wo arman ban jate ho tum. Main lakh karon koshish tum se tark-e-tlluq ki, Phir bhari mehfil main meri pehchan ban jate ho tum ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
Sponsored Links |
|
(#222)
![]() |
|
|||
![]() ![]() Abhi Jo Tum Laut Ker Phir Tum Humare Dar pe Aaye Ho Ye Tum Se Keh Dia Kis Ne K Tum Bin Reh Nahi Sakte Ye Dukh Hum seh Nahi Sakte Kaha Tum Se Kis Ne k Hum Tum Bin Bohat Roye Kai Raato'n Ko Na Soye Suno. . ! ! ! Tum Sun Lo Gaur Se Agar Beetay Huey Lamho'n Ko Tumne Wapis Lana Hai Humari Zindagi main Humain Wapis Bulana Hai Mujhe Afsos Hai Jana'n K Tum Mayoos Lauto Ge Agar Tum Jan'na Chaho K Aisa Kion Kia Hum Ne Ye Gham Seh Lia Hum Ne TOU SUNO GAUR SE JANA'N Puraani Ehad-e-Rafta Ki Riwayat Tor Di Hum Ne "MOHABBAT CHORH DI HUM NE" . .. ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#223)
![]() |
|
|||
|
(#224)
![]() |
|
|||
|
(#225)
![]() |
|
|||
![]() ![]() Aik baat kehni thi tujhsay jo khudh say bhi na keh paayi teri mohabbat aik saaza hai yeh aaj samajh main aayi Kyun main tujhay khudhsay juda nahi kar paati kyun teri yaadein ab dil say dorr nahi jaati Kyun meri haansi ab laboon pay khatum ho jaati kyun har umeed mujhay teri orr kheench laati Pyar ke yeh kaisi keemat tu mujh say lay raha hai kya mujh say itni nafraat jo har lamha gham day raha hai Ab tuu he baata keh maira kasoor kya hai tujh say mohabbat kar kay mainay kiya jurm kiya hai Kya main teri mohabbat kay kisi haal main laiq nahi kya mujhay iss ki saaza aansoun main milay gi Teri saari baatein ab jhooth lagnay lagi hain phir bhi teri hansi ko na bhula paon gi main Tunay ab aisay kyun kaid kar rakha hai mujhay kyun maira dil inqar karta hai ab bhulanay say tujhay Haar raat mairay khaboon main aik tera hee chehra hai ab tou maut bhi apna loon agar akhrat main tou mera hai... ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#226)
![]() |
|
|||
![]() ![]() Khawahishoon ko apna kar khudh ko samjha kar main nay dil tujhay diya bas yehi aik guna kiya Ab khudh say yehi poochoon teri mohabbat main kya paya teri haansi kay peechay kyun apna dil gavaya Aaina daikhti hoon tou khudh ko pehchaan nahi paati tairay saath ki umeed iss dil say na janay kyun nahi jaati Tujhay dhondhtay dhondhtay main nay khudh ko gawa diya na janay kis lamhay main dil nay tujhay apna bana liya Kaash tou mujhay iss tarhan na thukrata phir bhi yeh dil-o-demaag tujhay bhoolnay say ghabrata Ab tou na hee koi khushi aur na he koi arzoo hai kahin bata khudh say kab tak poochon kyun tou mera nahi Ab shikayaat bhi karoon tou kiis say kahoon Jab kay apnay haal ki zimaidar main khudh hi hoon Hansnay ki himat ab mujh main nahi tujhay zindagi say bhula doon yeh tou mumqin nahi Main tou apni kismat ko kosnay ka haaq bhi kho chuki iss zindagi say kiya gila karoon yeh tou mairi rahi hee nahi ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#227)
![]() |
|
|||
|
(#228)
![]() |
|
|||
|
(#229)
![]() |
(#230)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
|
|