General Discussion This is the forum for your general conversation. Share your interest, ideas, your dreams (about other guppies) or discuss anything not related to above or below forums. |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#13)
![]() |
|
|||
"muje koi afsos nai hai k mein garib hon .ye sharam ki bat nai hai k aap k pas ta,alim hasil karney k liye rupey na hon,ap k pas acha khaney ko na ho,acha pehnany ko na ho,sharam ki bat ye hai k aap badkirdar ho,ap logo ko taklif pohnchaty ho,ap ko kisi ki izzat na karna ata ho,kabl.e.sharm chizain ye hain,gurbat koi qabil.e.sharm chiz nai hai..... an excerpt from: (zindagi gulzar hai)
|
(#14)
![]() |
(#15)
![]() |
|
|||
Ghurbat ka sab say takleef deh pehloo yeh hota hai kay baaz gunaah intikhaab nahi majboori ban jatay hain.Baaz daffa Insaan ko duniya kay dikhtay dozakh ya aakhirat kay chupay hue dozakh mai say aik ka intikhab karna parta hai.Jannat Yaqeen aur Imaan kay jis Langar kay saath munsalik hoti hai woh Options mai hota hi nahi.
|
(#16)
![]() |
|
|||
Allah sub kuch bin maange hi de deta hey, per eik chiz wo usi ko deta hey jo us se maangta hey, wo chiz bin maange wo kisi ko nhi deta, kionkeh wo chiz itti qeemti hey keh us se berh ker koi ur chiz nhi hey, Ur wo chiz hey hadayet, jo talabgaar hoga wo usi ko dega, ur jin ko wo chiz ataa ho jaati hey wo Allah ke un logon men shamil ho jaate hen jin per Allah ne Inaam kia hota hey, Ur jin pe Allah ka qazab hoga wo wohi log honge jinhon ne Hadayet ke talabgaar nhi honge, Isi liye hum her namaz men Allah se un logon ke raaste ki hadayet maangte hen jin pe Allah ne apna inaam kia howa hey,
............................... .................................. Haan Yaad Mujhe Tum Ker Lena Awaz Mujhe Tum De Lena Is Rah e Mohabbet Men Koi Der'pesh Jo Mushkil Aa Jay |
(#17)
![]() |
|
|||
Allah Talla farmata he k kayamat k din wo log Jin ki duniya me tamam khwahishat pori howi hein in logo per khoda ka inaam o karam dekhein gey jin ki donya me khwahishat pori nahi howien to wo dhade mar mar kar roein gey aur khwahis karein gey kash duniya me inhey bhi kuch na milta. an excerpt from: hasil
|
(#18)
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
favourite, passages |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
favourite videos | °• Wσмaηizєr •° | Questions, Suggestions For MeraForum | 3 | 02-21-2012 10:28 AM |
My Favourite One !! | Nida-H | Image Poetry | 9 | 08-24-2011 05:30 AM |
My Favourite Gazal.. | Nida-H | Share Your Favourite Videos | 8 | 07-02-2011 03:27 AM |
My Favourite , Must see .. !! | aryan | Share Your Favourite Videos | 2 | 05-27-2011 08:59 PM |
My favourite airtel ad | AYAZ | Share Your Favourite Videos | 2 | 08-04-2009 12:07 PM |