Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Suna hai us ke laboon se gulaab jaltay hain
So hum bahaar pe ilzaam dhar ke dekhtay hain suna hai aaenaa tamsaal hai jabeen us ki Jo saada dil hain ussay ban sanwar ke dekhtay hain Suna hai jab se hamaayal hain us ki gardan mein Mizaaj aur hi laalo-gohar ke dekhtay hain Suna hai chashm-e-tassavur se dasht-e-imkaan mein Pallang zaweyey us ki kamar ke dekhtay hain Suna hai us ke badan ki taarash aisi hai Ke phool apni qubaayain qattar ke dekhtay hain Bas ek nigaah se lut’ta hai qaafila dil ka So reharwaan-e-tamanna bhi dar ke dekhtay hain Suna hai us ke shabistaan se muttasil hai behisht Makeen idhar ke bhi jalway udhar ke bhi dekhtay hain Rukay tu gardishain us ka tawwaaf karti hain Chalay tu us ko zamaany thehar ke dekhtay hain... omg my fav yea ahmed faraz ki hai na ghazal nice sharing
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Quote:
![]() yeah itz ahmad faraz ![]()
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() Alwayz Lonely In Crowdzzz.....
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ankh, bhar, dekthy, hai, hain, log, suna, usy |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Wo Meri Ankh Ka Sapna Hai | Ghuncha | Urdu Sms | 18 | 10-10-2012 08:29 PM |
!! Ankh Se Duur Na Ho !! | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 08-18-2011 05:06 PM |
Ankh ka pani ho main | ShahTaJ | Image Poetry | 10 | 07-27-2010 06:04 PM |
zamane se suna hey | anjani | Image Poetry | 7 | 07-21-2010 06:37 PM |
Suna Tha Hum Ne Logon Se | Ghuncha | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 11-10-2008 06:52 PM |