Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Dekh lo Khwaab magar Khwaab kaa charchaa na karo Log jal jaayenge suuraj kii tamannaa na karo Waqt ka kya hai kisi pal bhi badal sakata hai Ho sake tum se to tum mujh pe bharosa na karo Kirchiyaa.N TuuTe hue aks kii chubh jaayengii Aur kuchh roz abhii aa_iinaa dekhaa na karo Ajnabi lagane lage Khud tumhe apanaa hi vajud Apane din raat ko itanaa bhi akela na karo Khwaab bachcho.n ke khilauno ki tarah hote hai.n Khwaab dekha na karo Khvaab dikhaya na karo Be-Khayaalii me.n kabhi u.Ngaliyaa.N jal jaayengi Raakh guzare hue lamho.n kii kuredaa na karo Mom ke rishte hai.n garmi se pighal jaayenge Dhuup ke sheher me.in "Aazer'' ye tamaashaa na karo Kafeel Aazer
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
aazer, dekh, khwaabkafeel |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Dekh raithat thay | dur-e-shahwar | Funny Sms | 5 | 10-28-2011 01:59 AM |
~ zra dekh mur k ek nazar ~ | umair8005 | Image Poetry | 10 | 07-22-2010 04:13 PM |
Dekh December Ab Mat Aana !!! | ShArArTi MuNdA | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 04-04-2009 08:29 AM |
dekh lena | humaa | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 02-22-2009 11:07 PM |