Announcement !! Announcement for all members !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#121)
![]() |
Sponsored Links |
|
(#122)
![]() |
|
|||
|
(#123)
![]() |
|
|||
|
(#124)
![]() |
|
|||
|
(#125)
![]() |
|
|||
|
(#126)
![]() |
|
|||
|
(#127)
![]() |
(#128)
![]() |
|
||||
(Suno logo Meri aankhain khareedo ge Bohot majboor haalat mein mujhe neelaam karni hain Koi mujh se naqd le le Main thoray daam kar doon ga Jo pehli boli de de ga Usi ke naam kar doon ga Mujhay bazaar vaalay keh rahay hain kam aql taajir Aray sunsaan logo nahin hoon main hirs ka khwahaan Nafa nuqsaan ki shatranj nahin main khelnay aaya Koi mujh ko kahay na manchala sa behunar taajir Bata paaoon tumhain kesay kis tashveesh mein rakkhoon Suno logo Bari mehboob tar hain mujh ko meri neem tar aankhain Magar ab bechta hoon keh Mujhay ik khaab ka taavaan bharna hai Suno logo Meri aankhain khareedo ge Bohot majboor haalat mein mujhay neelaam karni hain…..)
![]() |
(#129)
![]() |
(#130)
![]() |
|
||||
Kaun kehta hai ke maut aayi to mar jaunga, Main to darya hoon samandar mein utar jaunga, Tera dar chhod ke Main aur kidhar jaunga, Ghar mein ghir jaunga sehara mein bikhar jaunga, Tere pahlu se jo uthunga to mushkil yeh hai, Sirf ek shaKhs ko paunga jidhar jaunga, Ab Tere shehar mein aunga musafir ki tarah, Saya-e-abr ki manind guzar jaunga, Tera paiman-e-wafa rah ki diwar bana, Warna socha tha ke jab chahunga mar jaunga, Chrasazon se alag hai Mera mayar ke Main, ZaKhm khaunga to kuch aur sanvar jaunga, Ab to Tum ko dube hue sadiyan guzrin, Ab use dhundne Main ta-ba-sahar jaunga, Zindagi shamma ki manind jalata hun ‘Umar’ Bujh to jaunga magar subah to kar jaunga..........
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
forum, rules |
|
|