 |
|
|
Posts: 19,769
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2008
Location: lahore
Gender:
|
|
abhi tou ishq mein aisa b haal hona hai
k ashukk roukna tum sy mohaal hona hai
har ek lubb par hein meri wafa k afsaany
tery sitam ko abhi laazwaal hona hai
bajaa k khaar hein lekin bahar ki rutt mein
yeh taay hai ab k humein b nehaal hona hai
tumhein khabur hee nai tum tou loutt jao gey
tumhry hijrr mein lamha b saal hona hai
humrri rouhh par jub b azaab outtrein gey
tumhri yaad ko iss dil ki dhaal hona hai
kbhi tou roye gaa wou b kisi ki banhoo mein
kbhi tou oss ki hansi ko zawaal hona hai
milleg hee hum ko b apny hissy ki khushian zaror
bas intezar hai kab yeh kamal hona hai
har ek shuks chaley gaa humri rahoo par
muhabbtoon mein humein wou misaal hona hai
zamana jis k peech-o-khumm mein oulljh jaye
humri zaat ko aissa sawal hona hai
wasii yaqeen hai mujhy wou loutt aaye gaa
ossy b apny kiye ka malal hona hai
|