Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Phir Aaeena - E - aalam shayad ke nikhar jaye Phir apni nazar shayad taa hadde nazar jaye Sahra pe lage pahre aur kufl pade man par Ab shahar badar hokar deewana kidhar jaye Khake rahe jana par kuch khoo hai giro apna Is fasl mein mumkin hai yeh karz utar jaye Dekh aayein chalo hum bhi us bazm mein sunte hain Jo khanda balab aae woh khak basar jaye ya khauf se dar gujaren ya ja se gujar jayein marna hai ki jeena hai ik bat thahar jaye
|
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
aaeena, aalam, jaye, nikhar, phir, shayad |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Mohammed Rafi - 013 - Shah'e Madina, Sarwar'e Aalam | (*♥ƙɧՄՏɧՅԾԾ♥*) | Hamd O Naat | 7 | 08-12-2012 04:21 AM |
DiL Ka AaLam | Ghuncha | Image Poetry | 17 | 08-24-2011 05:44 AM |
Yeh Aalam ShauQ Ka.....!! | MeOw* | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 08-25-2009 01:20 PM |
Meri sOcH LarZ uTHi Hai DekH k PyAar kA YeH AaLam | !╬Ĵamil Malik╬! | Miscellaneous/Mix Poetry | 12 | 07-22-2009 07:47 PM |
Meri bhi zeest ka chehra nikhar gya hota | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 04-10-2009 01:22 AM |