Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#503)
![]() |
|
|||
|
(#504)
![]() |
|
|||
![]() ![]() Main arey tirshey khayal likhoon Koi bay iradda kitab likhon Koi shansa ghazal tirashoon Koi ajnabi intisaab likhon Gawa don aik umar kay zamany Kah ab Aik pal ka hisaab likhon Meri tabiat per munhasir hay Main jis rah ka nisaab likhon Yeh meray apney mizaj per hai Azab soochon sawab likoon Taweel tar hai safar magar tumhein kya Main ji raha hon magar tumhein kya Magar tumhein kya Kah tum to kab sey meray iradey ganwa chukey ho Jala kay sarey haroof apney Meri duwaien bhuja chukey ho Main raat orhoon kah shubah pahnoon Tum apni rasmein utha chukey ho Suna hai k sab khuch bhula chukey ho To phir meray dil pey jabar kaisa Yeh dil to hadd sey ghuzar chuka hai Ghuzar chuka hai magar tumhein kya Khizaan ka mosam teher chuka hai Teher chuka hai magar tumhein kya Main jis tarah kay bhi khawab likoon Main arey tirchey khayal soochon Koi bay irada kitab likhoon Koi shanasa ghazal tirashoon Koi anjabi intisaab likhoon ![]()
’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔، |
(#505)
![]() |
|
|||
|
(#506)
![]() |
(#507)
![]() |
|
|||
|
(#508)
![]() |
|
|||
|
(#509)
![]() |
(#510)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
dairy, kuch, mari, yaadein |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|