Quote:
Originally Posted by AYAZ
AS SALAAM O ALAIKUM,
Since lots of guys complain about the decision for the result after the contest. Kuch members ka khayal hota hie ke decision sahi dia kuch ka khayal hota hie ke decision ghalat dia hie. So mera yeh khayal hei ka hum ko contest ke end me voting karwa leni chaiye. Aur aus ka rules yeh hongei.
1) Ek thread baney ga aus mei sub ki entries dali jaey gi.
2) Aun sub ke name voting list mei daley jaeinge.
3) Thread ke ander Voting kaun si date ko khatum hogi aur yeh date automatic hogi means polling automatically close hojaey gi ( Usually ais mei bhi problem hoti hie user ko ke 12 nahi bajey 1 nahi bajey abhi next day change nahi howa so ais liye ais per argue count nahi hogi kyon ke yeh automatically close hoga)
4) Jub voting close hojaey gi tou aus ke baad jis ki vote sub sei ziyada hogi wo jeetay ga.
5) only sincere member and sincere member group plus means above sincere member votes will be count.
6) No fake vote will be count.
Ager kisi ke pass aur suggestion hoo tou kindly share karein.
Thanks,
Best regards
Ayaz
|
ayaz mujhe ek aur idea aya hai kyun k sab kuch user pe nahi hona chaya yaha har koi kisi na ksii ko na pasnad karta hai aur 4 sure wo apne dosto ko hi vote karein gaye toh mai ne socha kyun na jab user apna vote de kar kam khatam kar diya karein phir judge apna result batya karein like ap aur khushboo usi result ko nazar mein rakh k apna faisla kiya karein ho sakta hai k best sharing ko zada vote na milein toh phir wahi rona dona start hona hai yaha is liye 1st opinion judge ka hona chaya aur 2nd user ka hope fullyphir ksii ko itraaz na ho Result ka..,