Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Dukhon ke saaey main zindagi guzari hum ne
phir bhi khush reh ker khud ko saza di hum ne khushi to na mumkin si hai mery zindagi main phir bhi zindagi main khusion ko panah di hum ne dukh sehney ki aadat si per gai hai hum ko is dukh se jese dosti si ker li hum ne merey dukhon ko aaj tak samajh na saka koi phir bhi kisi se umeed si lagai hum ne us ne merey dukhon ko aik bahana samjha phir bhi us ki berukhi ko apna lia hum ne apney ansu aur gum le ker kaha jaun main jiske sath ye sab banta tha ussey hi kho diya hum ne..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
dya, hum, kho, usy |
|
|