Assalam-o-alaikum,
I hope all of u are good:=)..
hmm.. I dnt knw k yhe topic pehley post hoo chuki hai yha nahi, cause its have been long time I've been here... anyways... "SHADI" ka topic ghaar ghaar mein chalta hai I dnt knw about other countires but in Norway its very common, .. Jub bacha 17 ka hoo jata hai to waleedein osski shadi k barey mein sochna shoro ho jatey haii.. Larkion ka to hota hai k kahin woh bhi thight jeans/ clothes na pehna shoro ho jay islye onki jaldi shadi kar detey yha phir beta yha beti family se bahir na shadi kar ley.. yani k love M.
Waledein itna pressure dalte hai aapni aulad par k insaan tang ho kar haan bol deta hai, kuch log talaq de detey hai after some months or years. Lekin kya yhe sahi hai???..
sirf aik ki nahi balkey dono ki zindagi par daag lag jata hai k inki shadi ho chuki hai..
Islam mein kaha likha hai k force marriage allowed hai???Islam mein koi zabardasti nahi haii, lekin hum yhe bhi nahi keh saktey k ghalti humarey parents ki hai.. cause onko to pichey pakistan se kaafi pressure milta hai aapney rishte-daro se.. Lekin phir bhi parents ko chahie k woh aapney bachon ka saath dey.. Abh kuch soch rahey honge k waledein aapni aulad ka kabhi bora nahi chahte.. yhe hum sub mantey hai k waledein nahi bora chahtey .. lekin bachon ka bhi koi haq hai.. Zabardasti nahi karni chahie kissi k sath..
Ziada log kehtey hai k pakistan mein achi larian hoti hai.. abh mein yhe nahi kahongii k aisa nahi hai.. Lekin mein iss cheez se ittefaaq nahi karti k sirf pakistan mein achi hai.. Pakistan mein bhi sub kuch hota hai, bass zahiirrr nahi hota.. Aour achi larkian abroad mein bhi hoti hai.. I think.. aborad mein jo bachey rehtey hai woh ziada aapney mazzab k barey mein jantey hai nisbaat islamic mumaliq k bachon se.. Lekin sub aik jaise nahi hotey.. Humey naiq insaan har jagha milenge.. chahe Asia hoo yha Europe...
PLEASE SHARE UR VIEWS!!!!!!!
|