|
|
Posts: 2,387
Country:
Star Sign:
Join Date: Sep 2008
Location: Norway
|
|
Namaz sa maat kaho,mujha kaam hai,balkey kaam sa kaho,mujha namaz pardni hai,...
Kash hum aisa kartey,.. kash hum dunya ke kamon mein na ujaltey..Kya hum shetan pe ilzam dein??. Jub ke hum oske kehne par khud atey hai`??..
Khar aik insan ko ALLAH pak ne aqal di hai, khar aik insan ko ilm hai kya sahi aur kya ghalt. .. ..
Agar insan ALLAH pak ki taraf aik kadam partha hai,
ALLAH pak oski taraf 10 kadam parde hai..
INTEZAR KIS KA, PEHLA KADAM UTHAE..
|