Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Great Urdu Poets&Poetry » Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
AKHROT AKHROT is offline
 


Posts: 4,623
My Photos: ()
Join Date: Aug 2008
Clap Clap Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-05-2009, 03:40 PM


Suna Hai Log Use Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Uske Shaher Mein Kuch Din Thaher Ke Dekhte Hain

Suna Hai Ki Dard Ki Gahak Hai ChasmENaaz Uski
So Hum Bhi Uski Ghali Se Guzar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Rabt Hai Usko Kharab Haalon Se
So Apne Aap Ko Barbad Kar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Usko Bhi Hai SherOShairi Se Sharaf
So Hum Bhi Mojize Apne Hunar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Bole To Baton Se Phool Jhadte Hain
Yeh Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Din Ko Use Titliyan Satati Hain
Suna Hai Raat Ko Jugnu Thaher Ke Dekhte Hain

Suna Hai Hasr Hain Uski Ghzaal Si Aankhein
Suna Hai Usko Hiran Dast Bhar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Uski Siyah Chashmagi Qayamat Hai
To Usko Surma Farosh Aah Bhar Ke Dekhte Hain

Suna Hai Aeena Tamasaal Hai Jabeen Us Kee,
Joo Sada Dil Hai Usay Ban Sawer K Dekhtay Hain

Suna Hai Us K Laboon Say Gulaab Jaltay Hain,
So Hum Bahaar Pay Ilzaam Dher K Dekhtay Hain

Suna Hai Us K Badan Kee Taraash Asi Hai,
Ki Phool Apni Qabaaeein Quter K Dekhtay Hain

Rukay To Gerdeshain Us Ka Tawaaf Kertee Hain,
Chalay To Us Ko Zamanay Thaher K Dekhtay Hain

Mubalgein Hi Sahi Sab Kahaniyan Hi Sahi
Agar Woh Khawab Hai Tabeer Kar Ke Dekhte Hain

Ab Us K Shaher May Thahray K Koooch Ker Jaaeein,
Faraaz Aaoo Sitaray Safer K Dekhtay Hain

 



[SIGPIC][/SIGPIC]

Last edited by AKHROT; 04-05-2009 at 03:42 PM..
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
aankh, bhar, dekhte, hai, hain, log, suna


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Nasheeli Ankhon Se Jab Wo Humen Dekhte Hain Ghuncha Urdu Sms 11 11-13-2011 12:02 AM
Dekhte hi dekhte 1st effort Hussain MF Design Poetry 12 07-27-2010 04:23 AM
~~ aankh pr frz hy hr waqt ~~ umair8005 Image Poetry 10 07-22-2010 04:20 PM
Aankh Ghuncha Miscellaneous/Mix Poetry 18 07-24-2009 07:15 PM
!!! Suna Hai Log Usy Ankh Bhar K Dekthy Hain !!! Hussain Miscellaneous/Mix Poetry 13 12-10-2008 01:12 PM


All times are GMT +5. The time now is 11:33 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG