Fazilate durood shareef - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Islam » Hadees Shareef » Fazilate durood shareef
Hadees Shareef !!!!Share Hadeesein here!!!!

Advertisement
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
dur-e-shahwar dur-e-shahwar is offline
 


Posts: 16,336
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: disneyland
Gender: Female
Islam Fazilate durood shareef - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   02-20-2009, 03:58 AM

Quraan Majeed mein hai Allah azw.gif or us k farishte Nabi Pak saw.gif per Durood baijhte hein.Ay Imaan walo tum bhe Aap saw.gif per Duroodo Salaam bejho".

Huzoor Pak saw.gif ne farnmaya "Jo Mera Naam sun kar Mujh per Durood na baijhe wo bakheel hai".

Hazrat Jabir(radi Allah Anhu) kahte hein ke Rasool Allah saw.gif ne farmaya "Jo sakhs subha or maghrib ki namazoon ke baad kalaam karne se pehle 100times durood Shareef parh lay to Allah us ki 100 zarooratein pori farmata hai.30 duniya mein or 70 aakhirat mein"

Rasool Allah saw.gif ne farmaya "Dua us waqt tak zameeno asmaan key darmiyaan rahte hai jab tak Mujh per Durood na baijha jae".

Aik or Hadees pak hai "Jo Mujh per aik baar Durood Pak parhata hai Allah Azawajal us k leye aik qiraat ajr likhta hai,or qiraat Ohad pahaar jitna hai."

Aik or Jadha per Nabiye Rehmat saw.gif ne Farmaya "Jis ne Mujh per 10 martaba darood pak parha Allah azw.gif us per 100 Rehmatein nazil farmae gaa".

Abu Horaira RadiAllah Anhu se marve hai ke Rasool Allah saw.gif ne farmaya: Jis ne Mujh per Aik martaba Durood parha Allah azw.gif Us per 10 martaba Durood baijhe gaa.Or Tirmizi ne in Ilfaaz ka izaafa kiya : Or Allah azw.gif is ke leye 10 naikiyaan bhe is(Durood parhane) ke badle mein likhe gaa".

Hazrat Abdul Masood Radi Allah Anhu se marvee hai ke Rasool Allah saw.gif ne Farmaya: "Qiyamat kay roz logon mein se Maire sab se qareeb wo ho ga jo (is duniya mein) kasarat se mujh per Darood baijhta hai."

Hazrat Abdullah (RadiAllah Anhu) se mrvee hai ke Rasool Allah saw.gif ne farmaya"bila shuba Allah azw.gif ke Farishte zameen mein phirte or Mujhe Omat ka Salaam pohonchate hein.

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
durood, fazilate, shareef


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Durood-e-Pak RAJA_PAKIBOY Hadees Shareef 6 08-16-2012 01:58 AM
Hadees Shareef RAJA_PAKIBOY Hadees Shareef 9 04-09-2012 08:22 PM
Hadees Shareef ridaa Hadees Shareef 6 02-09-2012 09:50 AM
Darood shareef (come n say) ~*Tale~of~luv*~ Say For Islam 1025 09-04-2011 03:09 PM


All times are GMT +5. The time now is 01:15 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG