Your Own Poetry !!! Post Ur Own Poetry Here !!! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Bohat thakaan badan mein mere safar ki rehi Magar shook ki manzil k har nagar mein rehi Woh jis pe chal kay sadah paoon zakhm zakhm huwe Na jane khooj humahin kiun ess he dagar ki rehi Khuda Ney fitrat e aazadi woh baanai hai L jis mein ruh shaheed e bey khatar ki rehi Jo meri zaat ki pinhaiyaaN samjh leiti Tammam umar zarorat ous ek nazar ki rehi Jab Apne app mein duobey falak ko chuoh aaye K eihtiyaat humain ab baal o par ki rehi Humain say sunnatain ab bhi zindaa hai K har zamaney ko hajat humhare sar ki rehi Billa sababb Toh karamat pe apni Naaz nehi K chaar daang mein shohrat mere aasar ki rehi
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() Jin Shaamon main Tujhe Bhoolna Chahen, Wohi Raatain azaab Hoti hain: ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
manzil |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Manzil ... | life2 | Ashaar's | 2 | 12-17-2011 02:32 AM |
Manzil i gham | Zafina | Image Poetry | 10 | 08-24-2011 04:01 AM |
Manzil-e-Sufi | tumbin | Share Your Favourite Videos | 0 | 02-18-2011 06:49 AM |
Ek MaNzIl | $@!RA | Image Poetry | 8 | 07-22-2010 04:08 PM |