MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Literature
»
Urdu Literature
»
Muhabbat by Bano Qudsia
Urdu Literature !Share About Urdu Literature Here !
|
|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
Muhabbat hmaisha 2 raahon per laa ker khara ker daiti hai. Iss ki rah per harr jaga rasta dikhaney ko saleeb ka Nishan garha hota hai. Muhabat k jhamelon mein kabhi faislakun sazaa nahi hoti, hmaisha umar qaid hoti hai.
Muhabat pane wala kabhi iss baat per to mutma’in nahi hota k issey aik din k liye mukamal taur per kisi aur shakhs ki muhabat hasil hoee thi. Muhabat to harr din k sath ea’ada chahti hai. Jab takk roz iss tasveer mein rang na bharo, tasveer dhundli honey lagti hai… jaisay sooraj na charhey to din nahi hota… isi tarah jis din muhabat ka aftaab tulu’u na ho, raat rehti hai.. tum inn bataon ko nahi samajh saktey..mujhe gham ne falsafi banaa dia hai..
Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
All times are GMT +5. The time now is 04:00 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.