Dua - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Islamic Poetry » Dua
Islamic Poetry !! Share Islamic Poetry Here !!

Advertisement
 
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
*NRB* *NRB* is offline
 


Posts: 64,330
My Photos: ()
Country:
Join Date: Oct 2011
Gender: Male
Default Dua - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   10-16-2011, 12:05 AM

Pray three Darood sharif, at the beginning and end)
Munajaat (Duaa) that should be recited after every salaah.


Ya Ilahi Har Jagha Teri Ataa Ka Saath Ho,
Jub Pare Mushkil Shahe Mushkil Kusha Ka Saath Ho,

Ya Ilahi Bhool Jaun Naza Ki takleef ko
Shaadiye deedare Husne Mustufa (Sal Allaho Alaiyhe Wa Sallam) Ka saath Ho

Ya Ilahi Goor-e-tera Ki Jab Aayeh Sakht Raat,
Unki Pyaari Mohn Ki subha Jaa fiza Ka saath ho,

Ya Ilahi Jab pare mahshar me shor-e-daar wa gheer
Aman deneh waaleh pyaare peshwa ka saath ho

Ya Ilahi jab Zabaneh bahar Aayeh pyaas se
Saahib-e-Kauther Shahe Jood-o-ataa Ka saath ho,

Ya Ilahi Sard-e-Mehri par ho jab Khurshid-e-Hashar,
Sayyad-e-beh Saaya Ke Zill-e-liwaa ka saath ho,

Ya Ilahi Garmi-eMahshar se jub bhar keh badan
Daaman-e-Mahboob ki thandi hawaa ka saath ho,

Ya Ilaahi Na’ama-e-A’maal jub khulne laghe,
Aib-e-pooshi kalq-e-Sat’taare Khata Ka Saath ho,

Ya Ilaahi Jub Bahe Aankhe Hisaab-e-Jurum meh,
Un Tabassum rez-e-hontoh ki Dua ka saath ho,

Ya Ilaahi jab Hisaab Khandaa-e-bichaar laye,
Chasme Ghar-yaane Shafi-e-Murtaja Ka saath ho,

Ya Ilaahi rangh laayi jab meri Be baaqiyah,
Unki neechi neechi nazro ki Hayaa Ka saath ho,

Ya Ilaahi Jab chalo Tareekh raahe Pul Siraat,
Aftaab-e-Haashmi Noorul Huda Ka Saath ho,

Ya Ilaahi Jub Sare Shamsheer Par Chalna pare,
Rabbe Sallim Kahneh waaleh ghamzadah ka saath ho.

Ya Ilaahi Jo Du’a yeh nekh hum tujh se kare,
Qudsiyyo ke lab se Ameen Rabbana ka Saath ho,

Ya Ilaahi Jab Raza Kwaab-e-Ghiraa se Sar Uthaaye,
Daulat-e-bedaar Ishk-e-Mustafa Ka Saath ho,

Ya Ilaahi le chalo Jab dafan karne Qabar me,
Merai Pyaare Nabi Muhammed Mustufa Sallalaho Alaihi Wasallam Ka saath ho,

Ya Ilaahi le chalo Jab dafan karne Qabar me,
Ghaus-e-Azam peshewa’e Awliya Ka Saath ho,

Ya Ilaahi le chalo Jab dafan karne Qabar me,
Hazrat Khwaja-e-Hind Rahmatilalaihi Ka saath ho,

Ya Ilaahi le chalo Jab dafan Karne Qabar me,
A’la Hazrat Imam Ahmed Raza radi Allhu anhu Ka saath ho,

AMEEN.

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
dua


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
do sajdoo ke darmiyan Parhnay wali dua - Dua for Sitting between Two Sijdah AYAZ Dua and Duain 11 08-01-2012 01:51 AM
Subah sadiq ki dua ( Jub suraj nikal raha ho ) ke lye dua - Dua for dawn (Sun rising) AYAZ Dua and Duain 4 08-01-2012 01:47 AM
khaney ke baad hath dhonay ki dua - Dua when washing the hands after meals AYAZ Dua and Duain 3 08-01-2012 01:45 AM
Masjid sei bahar nikaltay waqt ki dua - Dua for leaving Mosque AYAZ Dua and Duain 3 08-01-2012 01:44 AM
Ghar main Dakhil (Enter) honay ki dua ( Dua for Home Entrance ) AYAZ Dua and Duain 4 08-01-2012 01:41 AM


All times are GMT +5. The time now is 01:33 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG