Ghamgheen/Sad shayari !! Share Only Ghamgheen /Sad shayari Here!! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Agar poocha k mujhse kaam kiya hai, kiya kahoonga main,
Kaha us kaam ka anjaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Mujhe pehchaan ne se usne gar inkaar kar daala, Agar poocha k tera naam kiya hai, kiya kahoonga main ? Payami ban k jaaon main bicharne ka to kiya boloon, Agar poocha tera paighaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Khushi ka din kisey kehte hain main ye to batadoonga, Agar poocha ghamon ki shaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Main us k munh par usko bewafa kehne ko keh to doon, Agar poocha tera anjaam kiya hai, kiya kahoonga main ? Adeem usko bura kehna mujhey acha nahi lagta, Agar poocha tera ilzaam kiya hai, kiya kahoonga main ??..**
![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
agar, hai, kaam, kahoonga, kiya, main, mujhse, poocha |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Kisi Ne Poocha Mohabbat Kiya Hai? | ROSE | Miscellaneous/Mix Poetry | 7 | 08-22-2017 05:16 PM |
Sang-dil hai wo to kyun us ka gila main ne kiya | FAJAAN | Great Urdu Poets&Poetry | 7 | 09-14-2011 08:07 PM |
Istefsaar kiya na karo mujhse mere haal par | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 08-06-2011 08:24 AM |
khud ko mujhse juda kiya usne | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 17 | 11-04-2010 10:26 AM |
Woh pani ki lahroo main kiya likh raha hai | KK Benson | Image Poetry | 5 | 07-27-2010 06:22 PM |