| Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
|
|
||||
Show Printable Version
Email this Page
10-26-2008, 01:57 PM
Funkar Hai To Haath Main Suraj Saja k La
Bujhta Howa Diya Na Muqabil Hawa k La! Darya ka Inteqaam Dubo Day Na Gher Tera Sahil Say Roz Roz Na Kankar Utha k La! Ab Ikhtataam Ko Hai Sakhi,Harf-e-Iltamas Kuch Hai To Ab Woh Samnay Dast-e-Dua k La! Paiman Wafa k Bandh Magar Soch Soch Ker Iss Ibtada Main Yun Na Sukhan Inteha k La! Aaraish-e-Jarahat-e-Yaran ke Bazm Hai Jo Zakhm Dil Main Hain Sabhi Tan Per Saja k La! Thori See Or Moj Main Aa, Aye Hawa-e-Gul Thori See Uss k Jism Ke Khushbu Chura k La! Gar Sochna Hain Ahl-e-Mashiyat k Hoslay Medan Say Gher Main, Ek To Maiyat Utha k La! ****** Ab Uss Ka Naam Hai Sab Ke Zubaan Per Kis Nay Kahan k Uss Ko Ghazal Main Saja k La!
|
| Sponsored Links |
|
|
|
(#2)
|
|
|||
|
|
|
(#3)
|
|
|||
|
|
|
(#4)
|
|
(#5)
|
|
(#6)
|
|
(#7)
|
|
(#8)
|
|
(#9)
|
|
(#10)
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| funkar, haath, hai, main, saja, suraj |
|
|