Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
Meri hayat-e-rawan ko tamam kar dala hawa ke aik hi jhonke ne kaam kar dala mein chal raha tha umangon ke walwale le kar kisi ki yaad ne jeena haram kar dala Azeem kaam the mere jawansali mein mayan-e-rah mein qissa tamam kar dala chalan k khas zawabit the umr-e-rafta mein shajar se toot para bylagam kar dala dabo diya tha ghamon mein dil-e-shikasta ko khabi jo khas tha us dil ko aam kara dala
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
Mezaj-e-yaar ki har baat khub hoti ha dari dari si mulaqat khub hoti ha Haseen mazi ke lamhat ki jhalak le kar Tumhare shahr ki sugat khub hoti ha Suhane khwab ki taaser ko tarasti howi Chalakti Aankhon ki barsat khub hoti ha Zara si junbish-e-chilman pe naaz hota ha Haseen jalwon ki khairat khub hoti ha Tumhare sath jo guzre wo din buhat ache Kati jo Aankhon mein wo raat khub hoti ha
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#3)
![]() |
|
|||
So saal bi ab bahar aye ye dil udaas rehe ga Chand nikle ya chup jaye ye dil udaas rehe ga Har mor par main muntazer raha us ka Ab ager wo lout bi aye ye dil udaas rehe ga Kehne ko ye na mumkin si baat ha Wo muj pe jaan lotaye ye dil udaas rehe ga Zulam sahe meri rah se har aik dewar dhaye Khud meri raahon main bich jaye ye dil udaas rehe ga Meri sari suchaii ko jhoot samajh kar thukrane wale Ab shayid tuje yaqeen aye ye dil udaas rehe ga Khud ko meri tuqdeer tu na mana tu ne Ab tu mera muqader bi ban jaye ye dil udaas rehe ga
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#4)
![]() |
|
|||
Aankhon mein kahi sapne saja kar roye buhat hain hum dil ko nayi dunia dikha kar roye buhat hain hum wo badal gaya tu pher li hum ne bi nazar apni par us ke khatoon ko jala kar roye buhat hain hum laut aye tu hain us ki mehfil se bacha kar Anaa apni par us ki bazm se Aa kar roye buhat hain hum jise kiya tha roshan tamanaon se hum ne apni us shamma-e- wafa ko bhuja kar roye buhat ha hum jin ke saaye mein ki thi hum ne kayi baatin un baaghon mein tenha ja kar roye buhat hain hum kis qadar khushi se kiya hum dum ko rukhsat hum ne magar sab se nazar bacha kar roye buhat ha hum hosla tootne ka ho tu wafa karna kisi se . ye baatin logon ko suna kar roye buhat hain hum phir youn howa ke aankhon ne kayi raat jaage dekha palkon pe teri yaad bitha kar roye buhat hain hum wohi aaj muj se mere dard ki waja chahta hain jis ki baatin ouron ko suna kar roye buhat hain hum
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#5)
![]() |
|
|||
Dil mein dard-e-gham ki qaliyan reh gayin Ab bakht mein faqt tenhaiyan reh gayin Khushbu in ki chien k kyunn le geya? Haath mein jo phol ki pattiyan reh gayin Aata nai ha khelne koi in k sath Baagh mein tenha ab yeh titliyan reh gayin Dil aisa aik shehr abad kia tha mein ne Weeran tere baad jis ki galiyan reh gayin Shehr mein apne youn tu afiyat ha Wo muhabbatin wo chahatin jane kehan reh gayin
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
thanks

(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
thanks Urooj

(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
brother |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
4 Sooli.....Brother | safa | Fashion Gallery | 17 | 09-01-2012 02:28 PM |
Icons For Nomi Brother | dur-e-shahwar | Pics And Images | 5 | 11-28-2011 05:50 PM |
A Brother like that | Humaila | True Story | 13 | 08-12-2011 04:49 AM |
Muslim brother | Humaila | Islamic Images And Miracle Pics | 8 | 08-05-2011 09:07 PM |
~*~Brother Louie MY ALL TIME FAV SONG~*~ | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Share Your Favourite Videos | 8 | 08-09-2010 06:54 PM |