muhabtey jubh shumar karna.. - Page 13 - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Miscellaneous/Mix Poetry » muhabtey jubh shumar karna..
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#121)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-26-2009, 04:16 PM

Quote:
Originally Posted by chinamanx View Post
itna mat soch khuda bakhshaay - key teri soch ghehrii hojayaaay - aur faisalaay kamzor par jayeee .... :P
m having very strong nerves
dun worry
faisla karny ki taqat
or us par qaim rehny ki istiqmat Alhumdulillah doni hey Allah ney nawazi hey

u dun worry or haan sochna achi bat hey us sey mat mana kaero
jitna aap sochty ho utna he postive or negative aspects of lyf khul k samny aaty hey

m not agreed wid u

dadduuzianzzzzz

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain
Sponsored Links
(#122)
Old
chinamanx chinamanx is offline
 


Posts: 890
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-26-2009, 04:21 PM

having dinner wana join me --- get ur own chopsticks... else wait .... tum falsafaaay baray jhaaarti ho jaisa pata nahi school k i teacher hoooo

 





Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai








Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain


(#123)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-26-2009, 04:25 PM

naaah in mey sey ek bat bhi falsaf nahi
sabh realities hein lyf ki

bonginzzzzzz daduzinazzzzz

anyways take ur tym beta ji

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain
(#124)
Old
chinamanx chinamanx is offline
 


Posts: 890
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-26-2009, 04:38 PM

aur batao kya haal hay wesay .... theek ho papa kaisay hay mama kaisi hay lollllllllllllllllllllll lolziannn hahahaha

anyways somrthing special from s um1 special lollllllllllllllziannn

AASMAAN SEY INAAYAETIN NA TUJHEY MILEIN NA MUJHEY MILEIN
mohabbatoN sey raahateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

hameiN aashiqi meiN sach mila hameiN zindagi meiN sab mila
magar be'wafaai ki aadateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

udhar tu duwa meiN laga raha idhar meiN duwa meiN laga raha
par mannatoN sey haajateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

thi aarzu kabhi saahiloN pe terey saath saath hum chal sakeiN
par samandaroN sey ijazateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

jis zindagi ki khaahishoN meiN so rat'jagoN meiN sajood keeye
us zindagi ki bashaarateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

hasratoN ke deeyoN ko aag kabhi tu ney di kabhi meiN ney di
magar roshni ki alaamateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

na to terey dard rukey kaheeN na merey zakhm bharey kabhi
sabar-o-shukar ki haalateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN


kya khayaaal hay .... a hem a hem

thi aarzu kabhi saahiloN pe terey saath saath hum chal sakeiN
par samandaroN sey ijazateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

kabhi kabhiii muu acha bhi bana ke ayaa kerooo..... kabhi seedhay moo kisi say baat ki hay .......

chalo ajaooo saath chalaay .......

 





Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai








Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain


(#125)
Old
chinamanx chinamanx is offline
 


Posts: 890
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-26-2009, 10:21 PM

Yeh Na Ho Kahein Tujh Ko La'Jawab Kar DooN MaiN
kuch Sawal Rehne Dy , kuch Jawab Rehne Dey ......................


hahahahhahah

 





Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai








Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain


(#126)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-27-2009, 03:18 PM

]AASMAAN SEY INAAYAETIN NA TUJHEY MILEIN NA MUJHEY MILEIN
mohabbatoN sey raahateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

hameiN aashiqi meiN sach mila hameiN zindagi meiN sab mila
magar be'wafaai ki aadateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

udhar tu duwa meiN laga raha idhar meiN duwa meiN laga raha
par mannatoN sey haajateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

thi aarzu kabhi saahiloN pe terey saath saath hum chal sakeiN
par samandaroN sey ijazateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

jis zindagi ki khaahishoN meiN so rat'jagoN meiN sajood keeye
us zindagi ki bashaarateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

hasratoN ke deeyoN ko aag kabhi tu ney di kabhi meiN ney di
magar roshni ki alaamateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN

na to terey dard rukey kaheeN na merey zakhm bharey kabhi
sabar-o-shukar ki haalateiN na tujhey mileiN na mujhey mileiN


hmmm speach less
intresting

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain
(#127)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-27-2009, 03:20 PM

swall jawab k sher sey yaad aya last 2 pages par mey ney kuch swal kary they
u dint reply i wan dier answers

or han kuch sher arz hey aap ki khidmat ey dauuzianz

hum aur nagar ka bassi hain,,humain dil k paas na rakhain ap
ap ko toot k chaha karain koi sathi aisa daikhain ap

hum kahan hain chahat ka laiq,,humain pyar ka khat mut likha karain
yadoon ka sulagtay sahra mai barbad na khud ko kia karain
jab wasl ka kuch imkan nahi tu hijr mai uoon na jala karain
hum jo kuch ap sa kahtay hain ussa thanday dil sa soochain ap
hum aur nagar ka baasi hain humain dil k paas na rakhain ap
ap ko toot k chaha karay koi sathi aisa daikhain ap

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain

Last edited by momal ali; 05-28-2009 at 10:12 AM..
(#128)
Old
chinamanx chinamanx is offline
 


Posts: 890
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-28-2009, 11:11 PM

hain kaunsay ?s ..... please let me know what were the ?s i missed as far as i am concerned i didnt miss any ?s :P ahem ahem

wesay yay kis kisam ke sher maarti ho lolllllllllllllll yay italian ko maara kero lol just kiddin

Yahi bahoot hai dil usay dhoond laya hai
kisi k saath sahi woh nazar aaya hai



***

Ye aaine se akele main guftagu kya hai
Jo main nahin to phir ye tere rubaru kya hai

Isi umeed pe kaati hai zindagi main NE
Woh kaash puchte mujh se ke aarzoo kya hai.....

pehlay sawaal bataoo kaunsay

 





Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai








Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain


(#129)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 07:48 PM

page no 11 n 12 zra ghor sey perho mery swal likhey nazar aa jaein gey
dadduzianzzzz


burhy ho gaey ho ab tu zra responsible ho jao
mery kahy howey ssawl bhi mey he dhond k dikhaon strange
n by de way ur collection is improving day by day dekhaa daddu hamry jesay gr8 logon
k sath rehny ka asar
beutiful poetry but thak gaya hey daddu kafi short ho gai poetry


Wo Bandagi Ki Aisi Misaal Deta Hai !!
Aawargi Ko Shariyat Mein Dhaal Deta Hai !!
Wo Khush Qalam Hai Is Darja Baat Karne Mein !!
Ke Harf Harf Ko Husno Jamal Deta Hai !!
Mein Us Ka Saath Jo Mangon Zindagi Bhar Ko !!
Bare Haseen Tareekay Se Usy Taal Deta Hai !!
Ye Jan Kar Bhi Ke Mera Wo Ho Nahi Sakta !!
Wo Daikhta Hai Yun Shasho Panj Mein Daal Deta Hai !!
Sawal Jese Ke Panaah Mangte Hon Aankhon Se !!
Jawab aankhon Se Aise Kamal Deta Hai

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain

Last edited by momal ali; 05-29-2009 at 07:51 PM..
(#130)
Old
momal ali momal ali is offline
 


Posts: 11,364
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Nov 2008
Location: Manchester
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-30-2009, 02:53 AM

aaj kal timingz match nahi karingz
i was buzy wid ma assesments
now m free try 2 catch u in morning
kafi din ho gaey daddu ki class nahi li


sochtaa huuN ke mahfuuz kar lien ise apne siine mein lafz-o-bayaan kii tarah
thoRii hii der meN yeh mulaaqaat bhii Khatm ho jaayegi daastaan kii tarah

yeh rafaaqat bahut muKhtasar hai mirii hamsafar laa mire haath menN haath de
tuu havaa-e-sar-e-rahguzar kii tarah, maiN kisii nakhat-e-raayegaaN kii tarah

 



.



Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain
Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
jubh, karna, muhabtey, shumar

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mohabbatein Jab Yaad Karna To Sazeishein Bhi Yaad Karna ShArArTi MuNdA Miscellaneous/Mix Poetry 7 11-29-2013 11:00 PM
ishiq na karna....! Hani Share Your Favourite Videos 5 05-31-2011 09:51 PM
Hum se Wafa Karna Diwa Share Your Favourite Videos 4 05-31-2011 09:37 PM
~~ muhabbaten jb shumar krna ~~ umair8005 Image Poetry 10 07-22-2010 04:45 PM
mohabbaten jab shumar karna ...... ShahTaJ Miscellaneous/Mix Poetry 7 07-25-2009 08:55 AM


All times are GMT +5. The time now is 03:32 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG