MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Islam
»
Islamic Issues And Topics
»
Other's Ulama Bayans
»
The Real meaning of istekhara .... just a dua for Allah's help
Other's Ulama Bayans Share Ulama Bayans Here
|
 |
|
|
|
Posts: 10,183
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2011
Location: New York
Gender:
|
|
Dosto hum log samjhtay hain k istekhara niyat ker k so jana hai aur
Allah ki basharat ka intezar kertay hain jab k aisa nahin hai Quran aur
Hadees ki roshni main Istekhara aik dua hai jo k Allah ka fazal mangna
hai apnay her kaam main k wo hamari mushkilon ko asaan ker day aur
apni khair o barkat se nawazay ... baqi sub Allah per chor do ... wo chahay
ga to aap k kaam asaan ker day ga ... dua e istekhara her waqt kerni chahiyea
Dr israr ahmed ka yeh byan sun lain ... Jazakallah ...
http://www.youtube.com/watch?v=X_nQg...eature=related
|
 |
|
|
Posts: 12,370
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender:
|
|
Shukria for the detail information about Istekhara with DR.ISRAR video reference .

ALLAH FARMATA HAI :
AEY BANDEY JO HUA
WO ACHA HUA .
JO HORAHA HAI ACHA HO RAHA HAI.
JO HOGA WO BHI ACHA HOGA.
TERA KIYA GAIYA JO TU ROTA HAI
TU KIA LAYA JO TU NE KHO DIYA.
JO LIYA YAHIN (DUNYA) SEI LIYA
JO DIYA YAHIN (DUNYA) PE DIYA
JO AAJ TERA HAI PEHLAY KISI AUR KA THA
AUR KAL KISI AUR KA HOGA.
TABDEELI KAINAAT KA MAMOOL HAI
BAS TU WO JAMA KAR JO TU SATH LEI KAR JANEY WALA HAI
YANI NAIK AMAAL.
|
|
|
Posts: 10,183
Country:
Star Sign:
Join Date: Jul 2011
Location: New York
Gender:
|
|
|
|
|
Posts: 24,426
Country:
Star Sign:
Join Date: Oct 2008
Location: NY
Gender:
|
|
JazakAllah For This Useful Post Haadi..
|