Patriotic Poetry !! Share Patriotic Poetry Collection Here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() WATAN MERA HAWALA HAI Kisi ne sach kaha hai ye Mohabat or kahani mein Koi rishta nahi hota Magar meri mohabat to Kahani hai kahani hai Mohabat ki kahani mein Koi raja na rani hai Na shehzada na shehzadi Mohabat ki kahani to Musafat he musafat hai Mohabat ki musafat hai Zaroorat ki musafat mein Musafer wapsi k sary imkaan paas rakhta hain Mohabat ki musafat mein Musafer k palatney ka koi rastaa nahi hota Wo sari kashtiyaan apni Jala dety hain sahil pr K na'umeed hone pr Palatna bhi agr chahain To wapis jaa nahi paayein Waheen garqaab ho jayein Mohabat ki kahani mein musafat ki basharat thi Musafat tay hui to phir Jala daleen theen main ne bhi Waheen sb kashtiyaan apni Jahaan pehla parrao tha Shikasta jism tha mera Mery seeny mein ghaao tha Bharrakta ek alaao tha Kisi ki chaah mein sb kuch luta kr Aa gaya tha main Kahaan pr aa gaya tha main? Jahaan pehchaan ka apni Hawala he na milta tha Hawadas k thaperroon se Sanbhala he na milta tha Shab'e'tera sy nikla tha Ujaloon ki tamanna mein Mgr mujh ko kisi jaanib Ujala he na milta tha Mger himat nahi hari Mger himat nahi hari Yahaan tk aa gaya hoon main Jahaan hr soo ujala hai Meri pehchaan hy apni Watan mera hawala hai Mujhy is ne sanbhala hai Isy main ne sanbhala hai Yehi mera hawala hai Yehi tera hawala hai
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hai, hawala, mera, watan |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Aye WataN PyaRe WataN....!! | (‘“*JiĢäR*”’) | MF Design Poetry | 26 | 10-30-2012 11:59 AM |
mera watan | pari-wish | Image Poetry | 5 | 05-22-2012 09:21 PM |
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan | Miss Habib | Hamara Pakistan | 1 | 08-14-2011 11:29 AM |
~*~Aye pak watan tujhe mera khuda - Alamgir ( Milli Naghma ) ~*~ | S@N@ KH@N | Share Your Favourite Videos | 6 | 07-22-2011 03:00 AM |
Aye Watan Pak Watan ........ | DiE | Share Your Favourite Videos | 5 | 06-24-2011 02:16 AM |