Miscellaneous If you can't seem to find the right section to post? Share it all here! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
Aqal ... Sharam ... Mohabbat Vs Gussa ... Ishq ... Nafrat Aik din aik nami girami hakim sahab k pass "Aqal" aayee. Hakim sahab ne sawal kiya k tu kaun hai aur kahaan rehti hai ?? toh "Aqal" ne jawab diya k "mein Aqal hoon aur insaan k dimagh mein rehti hoon" kuch hi deir mein hakim sahab k paas "Sharam" aayee. Hakim sahab ne phir sawal kiya k tu kaun hai aur kahan rehti hai ?? toh "Sharam" ne jawab diya k "mein sharam hoon aur insaan ki aankh mein rehti hoon" thori deir baad hakim sahab k pass"Mohabbat" aayee. Hakim sahab ne us se bhi yehi sawal kiya k tu kaun hai aur kahaan rehti hai ?? toh "Mohabbat " ne jawab diya k "mein mohabbat hoon aur insaan k dil mein rehti hoon " aglay din hakim sahab k pass "Gussa" aaya. Hakim sahab ne poocha tu kaun hai aur kahan rehta hai?? toh "Gussa" ne jawab diya k "mein gussa hoon aur insaan k dimagh mein rehta hoon " tab hakim sahab chonk ker bolay k wahan to "Aqal" rehti hai !!! toh "Gussa" bola "jab mein aata hoon tab Aqal chalee jaatee hai " kuch dair baad "Ishq" aaya hakim sahab ne phir sawal kiya k tu kaun hai aur kahan rehta hai ?? toh "Ishq" ne jawab diya k "main ishq hoon aur insaan ki aankh mein rehta hoon tab hakim sahab bolay k wahan toh "Sharam" rehti hai !!! toh "Ishq" bola "jab mein aata hoon tab sharam chalee jaatee hai " kuch deir baad "Nafrat" aaya. Hakim sahab ne poocha tu kaun hai aur kahan rehta hai?? toh "Nafrat" bola "mein Lalach hoon aur insaan k dil main rehta hoon" hakim sahab ne kaha k wahan toh "Mohabbat" rehti hai ?? toh "Nafrat" ne jawab diya k "jab mein aata hoon tab mohabbat chalee jaatee hai " WAQAI SOCHNY KI BAAT HAY
![]() Kabhi zindagi me kisik liay mut rona** q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga'' or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''***** |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#8)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
aqal, gussa, ishq, mohabbat, nafrat, sharam |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Gussa Nikaloo | ~wish munda~ | Fun | 1312 | 12-23-2015 02:09 PM |
Sharam aaye gi tumhein warna..... | DrEaMBoY | Mohabbat shayari | 2 | 03-11-2012 02:14 PM |
mohabbat,, nafrat | ROSE | Urdu Literature | 6 | 08-31-2011 08:06 PM |
Tujhay izhar-e-mohabbat say agar nafrat hai | DiE | Ghamgheen/Sad shayari | 12 | 08-26-2011 04:33 AM |
>>> Mohabbat main wo nafrat k diye b saath rakhta ha <<<< | ZaHa | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 08-05-2011 06:44 PM |