|
|
Posts: 36
Country:
Join Date: Sep 2010
Gender:
|
|
;galatyun ke bazaar ma bhaghe phirte ham tum
;iss bazaar ke derwaze han rait ki dewaaron jese
;kabi kabi phirte phiraate ja nikalte han uss mahfill ma
;ya le jate hamare yaar hame , aau krte han aj shughal
;phir charhaae jate han jaam k dastoor ha zamaane ka yhi
;kon sa ma roz peeta hn soch ker khoob piye jate han
;k yaaro ki mahfil ma sab chalta ha tu galat kia hai
,aur yaaro jab maza b ho , assani b aur azaadi b, kun rahon ma pichhe
;aur kabi ke peene ma herj bi kia jab koi rokne wala nhi
;range mahfil ma zara aj kho jane de ma hn aj masti k mood ma
;k ham tu nhi the peene wale yaaron ne hi pila d i doke se
;aur ham bi raahe doke ma rat ke sobo ma dhall jane takk
;kamzooron ki nishani ha khud ko bas bahlaate rahna
;ham nhi ha bhatke hoe , per hame rahna ha is jahan ma
;wo jo mohabat ka jaam pi leete han ,kia koi aur jam bi chahye
;kah kr ab nhi jaaen ge us raste pe, per chale hi jate han
;chahe aik bar ke waaste jana ho chahe koi bahana hi ho
;jo galat hai us galat ko pahle zara sahi tu ker ke batau
;kai kabi naame khuda bi lia ha ya bas dill ma hi ihtama ha
;iss bat ka fiker tu nhi krte k namoose rasool ki aal se ho
;peer rakhe hoe han ta ke kre wo duaaen tumari aasanyn ki
;aur is bat ma rah kr khoob aasani se apni jaan bakhshi krte ho
;kabi apni namaz ki bi kee ha fikr, jese krte ho rawajon ki fikr
;ho dais koi b ,ho jaga koi b wo khud ko apne ap ma bi nhi girne dete
;aur jo hn mazboot apne qoolo qaraar ma wo kabi jooka nhi krte
;aur jo jook jaaen wo kabi qoolo qarar wale howa nhi krte
Last edited by siitaroo ki roshnii; 01-05-2011 at 06:08 PM..
|