| Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!! |
| Advertisement |
![]() |
|
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-28-2010, 04:30 AM
![]() ![]() Mere Sath Aik Problem Rehta Hay Hamesha Hi, .. Mujhay Logo Ki Ghaltiya Highlite Kar Kay Unhain Samjhanay Ka Bohat Shoq Hay.. Shayad Is Liye K Mein Khud Amal Karta Hoon, To Mein Chahta Hoon K Wo Bhi Amal Karain.. K wo Khud K Sath Zulm Na Kartay Rahay.. Aur Mein Zulm Hota Na Daikhta Raho.. Mera Uthna Baithna Jin Societies Mein Hay Un Ka Ye Point of veiw Hay K Koi Namaz Parhta Hay Ya Quran Majeed Parhta Hay Ya Being a Muslim Islam K Arkaan Par Kitna Chalta Hay.. Wo Us Ka Personal Matter Hay, Humain Is Baray Mei Us Say Baat Nahi Karni Chahiye.. Poochna Ap Say ye Hay K Kya Us K Is Personal Matter Ko Personal Matter Samjh Kar Us Banday Ko Us Kay Haal Par Chor Diya Jaye? Ya Us Ki Islaah K Liye Usay Samjhaya Jaye, Takay Kal Ko Us Ka Bhala Hojaye?
|
| Sponsored Links |
|
|
|
(#2)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-28-2010, 11:36 PM
|
|
(#3)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 12:45 AM
|
|
(#4)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 12:59 AM
Quote:
Amar bil marof wa nahi anil munker hum sab per farz hay ..well this is a complicated topic The real problem is AMAL.. May ALLAH give you strength and keep u strong on your deen ...
|
|
(#5)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 11:13 AM
Walaikum us salam Wr Wb Yeh Aik buhut Acha Shouq Hay............MashaALLAH wa BarakALLAH Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar aik Farz Hay , agar yeh nahi Kariengy tu iss ki Misal Hadees may aisy Di Gayii Hay.. Mafhoom = * Aik Kashti May musafir hain Jis may oper walo kay pass pani hay aur neechy walo kay pass nahi , aur oper walo say maangny per bhi unko nahi milta , tu woh kashti may surakh ker lien k iss tarha hamy Paani mil jaye ga tu kia ab oper waly pani nahi diengy jab k kashti dobnay ka khatra ho?* Tu Akhriat ki pakkar itni sakhta hy , us ka adrak hou jaye tu insan sab ki Bhalayi ka soochny lag jata hay MAGAR iss kay kuch asool huty hain , app aik dam sy dosry ki ghaltiyaan highlite nahi ker sakty Jab k woh ajnabi bhi hou... Iss may Niyyat ka ikhlas , naram Lehja aur sab sy bhar ker sabar ki zaroorat hay... Lykin iss kaam ko chourna nahi hay...InshaALLAH Kio Hadees Hay Prophet Sallalaahu alaihi wasallam said * Us Zaat Ki Qasam Jis Ky Haath May Mayri Jaan Hay Tum Zaroor Naiki Ka Hukm Dougy Aur Zaroor Burayee Say Roko Gyy Warna Aik Waqt Ayegaa K Jab Tum Duayien Mangoo gy Aur Woh Qabool Na Houngii* Logo ky Rwayyo Ki Parwa Na Karien Cox ALLAH says In Quran * Kia May tumhay iss Liye chour do aur Zikr Na karo K Tum aik Musrif Qoum Ho?* (Means Khuwah Tum kaisa Bhi igroance ka rawayya Rakko May phir bhi zikr deta rahooga) This ALL is Not A Personal Matter Ofcourse.. Agar kisi ko koi khatarnaak infection Hou tu kia woh phailta nahi ? Khuwah woh persnol ho...Buraiyoo ka apna asar Huta hay,,.Baharhall U r Doing a Great Job But SABAR is Must !!
|
|
(#6)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 11:38 AM
Jazak'Allah Safa Bohat Achay Comments Diye Apnay.. Jazak'Allah FurQan, Ap K Comments Bhi Mashallah Mujhay Bohat Achay Lagay, Bass 2 Batain Aik Poochni Aur Aik Kehni Hay, Poochni Ye K Jo Hadis Ap Nay Bayan Ki "7 Gharo'n Tak Nahoosat Pohanchti Hay" Agar Hosakay Is Ka Hawala Zaroor Bata Dijiye Ga Kisi Ahadith Ki Kitab Ka .. Aur Kehna Yehi Hay K Ye Complicated Topic Nahi Bass Hum Nay Bana Diya Hay.. Jazak'Allah Siddiqa_Hijab , Aur Bilkul Theek Kaha Ap Nay Bhi K Kisi Ko Apni Baat Ka Qayel Karnay K Liye Ap Ko Husn e Ikhalq Ka Daman Hath Say Nahi Chorna Chahiye, Doosra Sabr Say Kaam Laina Chahiye.. Aur Please Agar Hosakay To Mujhay Ap Bhi Mafhoom-e-Hadith Ka Refrence Laa Dijiye Ga.. Mein Refrence is Liye Mangta Hoon K Pata Lag Jaye Us Waqt Halaat Aur Waqeyaat Kya Thay Jab Nabi "SAAW" Nay Ye Hadith Bayan Ki Thi..
|
|
(#7)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 12:08 PM
JazakaALLAH u like my comment..yeh link share kerta hu inshaALLAH Help mili ge .... yeh Sahi bukhari ka "nimaz" ka chapter hay..aur us haids ka ager hawala mila tu zaroor dunga http://www.witness-pioneer.org/vil/h...ukhari/008.htm
|
|
(#8)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 12:11 PM
|
|
(#9)
|
|
|||
Show Printable Version
Email this Page
10-29-2010, 08:20 PM
|
![]() |
| Bookmarks |
| Tags |
| appreciated, comments, highly |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ~*~ No COMMENTS ~*~ | S@N@ KH@N | Pics And Images | 18 | 06-02-2012 06:19 PM |
| !~<Comments>~! | Da Only Ruler !!! | Fun | 18 | 05-04-2012 11:15 PM |
| ~!~ [ Read This; I Have No Comments... ] ~!~ | ~!~hasnain~!~ | Political Issues Of Pakistan | 6 | 10-14-2011 08:54 PM |
| -- Ur Comments Guyz -- | Hussain | New Member Training Section | 8 | 06-28-2010 05:49 AM |