Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() Tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya! Tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya main so rahi thai chain se, yun hi kafan e mazaar mein yahan bhi sataane aa gaye, kisne pata bata diya tumne chadhaye phool to, ehsaan kya kiya humne tumhare ishq mein, sara chaman luta diya pucha na jeete ji kabhi, dard e dil ka haal aaye ho kabr par meri, mitti mein jab mila diya aaye ho mazaar par mere, dekh liya ab mera haal thukra ke mere pyar ko, kisi aur ko apna bana diya ab ho gaya hai ilm tumhein, ek shikayat meri jaan lo kiya jo hashar tumne mera, apno ko begana bana diya main to kafan mein hoon ab, meri baat aur hai, karna na unka haal wo ab, jo haal mera tumne bana diya tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya ![]()
![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
kabr, meri, par, tumne |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Aaye woh meri kabar par, | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Funny Poetry | 11 | 09-10-2011 11:10 AM |
tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 07-21-2010 02:53 PM |
Tmne Jo Meri Qabar Par Aakr .... | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 05-30-2010 12:14 AM |
Par Use Rah Pe Lana Meri Kismat Me Na Tha | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 12 | 03-02-2010 06:52 PM |
)))~*~Har khwahish ki kabr par ek diya jalta ho jaise~*~((( | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 07-28-2009 09:52 PM |