Hadees Shareef !!!!Share Hadeesein here!!!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
3 Chizon pe shaan mat karo : 1. “GHUSSA” 2.“DAULAT” 3.“NAFS”.……. 3 Chizon say nafrat karo : “ZULM” “GHUROOR” “BEHAYAI”… 3 Chizon Ko Apnao : “EMAN” “QURAN” “SABAR”… 3 Chizon Ko yaad rakho : “AHSAAN” “DOST” “MAUT”… 3 Chizon say bacho : “HASAD” “CHUGLI”“GHEEBAT”… 3 Chizain sonch-samach kar uthao: “QALAM” “QADAM” “QASAM”… One of the best Messages in QURAN-E-PAK "Aye Bande Agar Kabhi Raat Ko Teri Aankh Khule Or Tu Phir So Jaye To Tu Ne Mujse Be-wafai Ki Or Agar Teri Aankh Khule Or Tu Ne Wazoo Kiya Or Meri Ibadat Ki Or Tu Ne Manga Or Main Ne Qabol Na Kiya To Main Ne Tujhse Be-wafai Ki Aur Main Aisa Nahi Karta" "SURA-E-MULK" PARA 29 : HADEES-E-MUBARIK Jab HUZOOR PAK (S.A.W) Kay Visaal Ka Waqt Qareeb Aya, Toh Aap (S.A.W) Ne Hazart Izraeel (A.S) Se Poocha Kay "Kya Meri Ummat Ko Bhi Mout Ki Itni Takleef Bardasht Karni Parey Gi" Tu Hazart Izraeel (A.S) Ne Farmaya "JEE", Toh Aap (S.A.w) Ki Aankh Mubarik Se Aansu Jaari Ho Gaye, To ALLAH PAK Ne Farmaya "AE MUHAMMAD (S.A.W) Aap Ki Ummat Agar Her Namaz Kay Foran Baad AYATUL-KURSI Pare Ge Tu Mout Kay Waqat Uska 1 Paoon Duniya Main Hoga Aur 1 JANNAT mein...!!! Jis qadar bhalai kar saktay ho karo... Jitni ziada kar saktay ho karo... Jitno se kar saktay ho karo... AurJub tuk kar saktay ho karo...
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
(#10)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
chizon, karo, mat, shaan |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Maa Ki ShaaN | ~ Bikhre Lamhe ~ | Hamd O Naat | 8 | 08-08-2012 04:56 PM |
Bhool Ja - Shaan | dur-e-shahwar | Share Your Favourite Videos | 5 | 06-02-2011 12:46 AM |
Rooze Ki Shaan .¸¸.• | RAJA_PAKIBOY | Ramdan Ul Mubarak | 3 | 10-05-2010 11:00 PM |
!!**~~MAA DI SHAAN~~**!! RFK's BEST | ShArArTi MuNdA | Share Your Favourite Videos | 11 | 08-09-2010 02:20 PM |