AQWAAL-e-HAZRAT ALI - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link| link|
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Islam » Hadees Shareef » AQWAAL-e-HAZRAT ALI
Hadees Shareef !!!!Share Hadeesein here!!!!

Advertisement
 
 
Thread Tools Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
(#1)
Old
life2 life2 is offline
 


Posts: 14,313
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi
Gender: Female
rainbow AQWAAL-e-HAZRAT ALI - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   01-27-2010, 09:43 PM

11-IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


12-Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


13-Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


14-sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


15-Mujhe Jannat se ziada
Masjid mein bethna Acha Lagta hai
kyunke
Jannat mein mera NAFS khush ho ga
jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga.
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)

16-Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai......
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


17- Aik Shakhs Ne Hazrat ALI Karam Ullah Wajho Sey Poocha,
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Or Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna

18-Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


19-"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)


20- "2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,
1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
(HAZRAT ALI KARAM ULLAH WAJHO ANIL KAREEM)

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
 

Bookmarks

Tags
ali, aqwaalehazrat


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Hazrat Ali ( R.A ) dur-e-shahwar Hadees Shareef 8 08-16-2012 01:25 AM
(Hazrat Ali r.a) dur-e-shahwar Hadees Shareef 12 08-16-2012 01:25 AM
Sunehri Aqwaal: ROSE Quran 3 07-04-2012 03:19 PM
AQWAAL-e-HAZRAT ALI life2 Hadees Shareef 2 02-11-2012 01:41 AM
Aqwaal-e-Zarin ~wish munda~ Jokes 8 10-12-2011 01:56 AM


All times are GMT +5. The time now is 01:45 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG