Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Gungunatay Hue Anchal Ki Hawa Deh Mujh Ko Ungliyaan phair Ke BAloon Main Sulla Deh Mujh Ko Jis Tarah Faltu Guldaan Paray Rehtay Hain Apne Ghar Ke Kisi Konay Se Lagga Deh Mujh Ko Yaad Kar Ke Mujhe Takleef He Hoti Hogii Aik Kissa Hoon Purana Sa Bhulla Deh Mujh Ko Doobtay Doobtay Awaaz Teri Sunn Jaoon Akhiri Baar Tu Sahil Se Sadah Deh Mujh Ko Main Tere Hijr Main Chup Chaap Na Marr Jaoon Kahin Main Hoon Saktay Main Kabhii Aa Ke Rulla Deh Mujh Ko Dekh Main Hogaya Badnaam Kitaboon Ki Tarah Merii Tasheer Na Kar Ab Tu Jalla Deh Mujh Ko Rhootna Tera Meri Jaan Liye Jata Hai Aesay Naraaz Na Ho Hans Ke Dekha Deh Mujh Ko Aur Kuch Bhi Nahi Manga Mere Malik Tujh Se Us Ki Galiyoon Main Parii Khaak Banaa Deh Mujh Ko Log Kehtay Hain Ke Yeh Ishq Niggal Jata Hai Main Bhi Is Ishq Main Aya Hoon,Dua Deh Mujhe Ko Yahi Okaat Hai Meri Tere Jeevan Mein Ke Main Koi Kamzoor Sa Lamha Hoon, Bhulla Deh Mujh Ko ![]() ![]()
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
mere hamsafarMere Humsafer, mere Hum-nasheen Main ne Rab se manga to kuch nahi Per jub bhi mangi koi dua! Nahi manga kuch bhi “Tere Siwa” Ye talab kya k mera Khuda! Naye ehad ki Sabhi rahtain, Sabhi chahtain, Wo ata kre tujhe manzlain, Ye talab kya k mera Khuda! Tujhe Bakht de, Tujhe Taj de Tujhe Takht de, Mere Humsafer, Mere Chara-ger, Ye hai mohabbat ka khatan safer Mere sath chalna zra soch ker Mere pass zarr na koi hunar Phir bhee dekh to mera hosla Mere paas jo kuch, Sabhi tera Nahi aur kuch bhi tere siwa Meri Dosti Meri Zindgi Meri Khamoshi Meri Be-basi, Meri Subha Bhi Meri Sham bhi Mera Ilm bhi Mera Naam bhi, K jo mil saken mere Daam bhi, Wo sabhi kuch tujh ko ata kre; Mere chara gr tu yaqin to kr Mujhe mangna to na aa ska Main ne phir bhi mangi yehi Dua K gwahi de ga mera Khuda Maine jub b us se talab kya! Nahi manga kuch bhi “Tere Siwa ![]() ![]() MAHNOOOR K NAAAM Ek bhegi hui si raaat mileEk bhegi hui si raat mile us raat me tera hath mile tere lab se tapken jo bonden unhe mere labon ka sath mile kuch tum bi behke behke se kuch mujh pe nasha sa tari ho har pal me chaye madhoshi Ek aisi raat hamari ho phir tum aao meri bahon me main pyar karon tumhe ji bhar ke tum mujhse thora sharma jao sharma k galay se lag jao main jitna tumko pyar karon tum itne hi betab ho jao hamein pyar k kuch lamhat milen Ek bhegi hui si raat mile….! ![]()
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
main, meri, tanhi, uff |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Main or meri tanhi | Úƒƒƒ | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 07-27-2010 02:09 AM |
Main or meri tanhi | Úƒƒƒ | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 07-27-2010 01:54 AM |
Main or Meri tAnhi | Úƒƒƒ | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 07-27-2010 01:54 AM |
Main or meri tanhi | Úƒƒƒ | Miscellaneous/Mix Poetry | 6 | 07-27-2010 01:52 AM |
Main or Meri Tanhi | Úƒƒƒ | Miscellaneous/Mix Poetry | 2 | 08-24-2009 10:12 AM |