MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Poetry
»
Urdu Poetry Categories
»
Miscellaneous/Mix Poetry
»
Main Jo Mehka To Meri Shaakh Jala Di Us Ne...
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!
|
|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Main Jo Mehka To Meri Shaakh Jala Di Us Ne...
Sabz Mausam Main Mujhe Zard Hawa Di Us Ne...
Pehle Ek Lamhe Ki Zanjeer Se Baandha Mujh ko...
Or Phir Waqt Ki Raftaar Barha Di Us Ne...
Jaanta Tha Ke Mujhe Maut Sakoon Bakhshay Gi...
Woh Sitamgar Tha So Jeene Ki Dua Di Us Ne...
Us Ke Hone Se Thi Saansain Meri Dugni...
Woh Jo Bichra To Meri Umar Ghata Di Us Ne...
|
|
|
Posts: 84,290
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender:
|
|
|
|
|
Posts: 14,313
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi
Gender:
|
|
nyc....
Wo Aik Khat, Jo "Us" ne Kabhi Likha Hi Nahi...!!
Main Rozz Beth Kar, Us ka Jawab Likhta Hoon..
|
|
|
Posts: 890
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender:
|
|
isko gaur say perhooo khusbhooo :P ahem ahem...............
Pehle Ek Lamhe Ki Zanjeer Se Baandha Mujh ko...
Or Phir Waqt Ki Raftaar Barha Di Us Ne...
Us Ke Hone Se Thi Saansain Meri Dugni...
Woh Jo Bichra To Meri Umar Ghata Di Us Ne.................
kya kahun siwayaay waah keh .......... magar yay barii dangerous post hay lolziann
Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai
Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain
|