Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya…… main so raha tha chain se, yun hi kafan e mazaar mein, yahan bhi sataane aa gaye, kisne pata bata diya…… tumne chadhaye phool to, ehsaan kya kiya humne tumhare ishq mein, sara chaman luta diya….. pucha na jeete ji kabhi, dard e dil ka haal aaye ho kabr par meri, mitti mein jab mila diya….. aaye ho mazaar par mere, dekh liya ab mera haal thukra ke mere pyar ko, kisi aur ko apna bana diya…. ab ho gaya hai ilm tumhein, ek shikayat meri jaan lo kiya jo hashar tumne mera, apno ko begana bana diya…. main to kafan mein hoon ab, meri baat aur hai, karna na unka haal wo ab, jo haal mera tumne bana diya…. tumne jo meri kabr par, aakar yun muskura diya bijli chamak kar gir padi, sara kafan jala diya…..!! aaj kuch aisa guzar gaya, dil toot kar bikhar gaya dard kuch itna bara, hadd se he guzar gaya
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
aakar, kabr, meri, muskura, par, tumne, yun |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
*** sapno ki tarah aakar *** | umair8005 | Urdu Sms | 8 | 11-22-2011 06:57 PM |
Humain aakar mana | FAJAAN | Great Urdu Poets&Poetry | 6 | 09-14-2011 08:00 PM |
Churaliya hai tumne jo dil ko... | FAJAAN | Share Your Favourite Videos | 7 | 06-29-2011 12:46 AM |
)))~*~Har khwahish ki kabr par ek diya jalta ho jaise~*~((( | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Miscellaneous/Mix Poetry | 14 | 07-28-2009 09:52 PM |