Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() Hoton pe hasee dekh li ,dil ke ander nahi dekha
Yaaron ne mere gam ka samander nahi dekha Kitni haseen hai duniya ye dekha hai aapne Mar mar ke jeene walon ka manzar nahi dekha Sheshe ka makan tumne bana to liya ae dost Lekin waqt ke haath ka pathar nahi dekha Rishtoon ke tutne ka dard aap kya samjhein Vo lamha kabhi aap ne jee kar nahi dekha Bhatke roshni ki talaash mein na jaane kahan kahan Afsos ki apni rooh ke ander nahi dekha
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
(#3)
![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
ander, dekh, dekha, dil, hasee, hoton, nahi |
|
|