MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community
»
Poetry
»
Urdu Poetry Categories
»
Miscellaneous/Mix Poetry
»
Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!
|
 |
Banned
|
|
Posts: 23,626
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: USA
Gender:
|
|
Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye
Haalaat se, kuch khud se majboor ho gaye
Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha
Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Manzil jise samjha bana wo meel ka pathar
Nayi manzil, naye raaste manzoor ho gaye
Hadd se barh jaaye jo ghum, deta nahin dard
Muskura rahe hain, aise hum ranjoor ho gaye
Dil tera reza reza hai, kaise sambhale tujhko
Khudaya humse kaise yeh qusoor ho gaye !!!
|
 |
Kanch Ki Guriya
|
|
Posts: 23,766
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Paristan
Gender:
|
|
nice
Main bhi kitni pagal hoon na
Sang hawa k urna chahoon
Titli ban kar nagri nagri
Gulshan Gulshan phirna chahoon
Phooloon k sab rang chura kar
Chunri apni rangna chahoon
Main bhi kitni pagal hoon na
|
Stone
|
|
Posts: 983
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Italy
Gender:
|
|
ecin
ZAMANA KUCH B KAHE USS KA EHTRAM NA KAR
JISSE ZAMEER NA MANE USSE SALAM NA KAR
SHARAB PEE K BEHNKNA HE HAI TOH NA PEE
HILAL CHEEZ KO ISS TARAH SE HARAM NA KAR
|