Hadees Shareef !!!!Share Hadeesein here!!!! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Aap Salallaho Alehi wasalam ka farman hai "Her shay kay leye Zakat hai aur Jism ki Zakat roza hai aur Roza aadha sabar hai" (sanan ibne maja, j2, page-347, Hadees 1745)
Rozay dar ka sona ibadat aur uski khamoshi tasbeeh kerna aur uski Dua qabool aur uska amal maqbool hota hai (Sha'ab-ul-eman, j3, p415) Hadees: ALLAH AZAWAJAL aur us kay farishtay Sehri khanay waloon per Rehmat nazil farmatay hain (Sahi ibne hanan, j-5,p-194, Hadees:3458) Sarkar Salallaho Ta'ala Alehi wassalam nay farmaya kay jis nay Ramazan k aik din ka roza bagair ruksat bagair beemari k chor diya tu zamanay bhar ka roza us ki qaza nai ho sakta agerchay baad mein rakhlay. (hawala: bukhari sharif aur fasad ki jarren) Ramazan mein iftaar aur sahri kay waqt dua qabul hoti hai, yani iftaar kertay waqt aur sahri kha ker, yeh martaba kisi mahenay ko hasil nai.(Faizan e Ramazan) HADEES SHAREEF agar bandon ko maloom hota k ramazan kia hai to meri ummat tamanna karti k kaash! Pura saal ramazan hi ho(Sahee ibne khuzaimah jild,3 page,190) Hadees: jis nay Ramazan-ul-Mubarak mein dass(10) din ka Aitikaaf ker lya wo aesa hai jaisay do Hajj aur do Ummray keye.(Sha'ab-ul-eman, j3, p425) Hadees: Jis Shaks nay Ramazan Sharif kay Rozay rakhay aur phir us kay baad Shawal kay 6 Rozay rakhay tu yeh hamesha Rozay rakhnay kay misl hai. (Sahi Muslim) Hadees:Jis ka rozay kay halat mein intikal huwa, ALLAH TA'ALA usko qayamat tak kay Rozoon ka Sawab ata farmata hai(Al-firdos bama soor-ul-khitab j3, p504
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
hadees, ramzan, shareef |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Hadees Shareef | -Mystery- | Hadees Shareef | 6 | 08-16-2012 01:51 AM |
Hadees Shareef.....!! | MeOw* | Hadees Shareef | 15 | 08-16-2012 01:20 AM |
*Hadees Shareef* | Nida-H | Hadees Shareef | 8 | 08-10-2012 01:13 AM |
Hadees Shareef | RAJA_PAKIBOY | Hadees Shareef | 9 | 04-09-2012 08:22 PM |
Hadees Shareef | ridaa | Hadees Shareef | 6 | 02-09-2012 09:50 AM |