Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Dareecha
Ek band dareecha zahan ka Tanhai main aksar khulta hai.. Ankhain chundia si jati hain Kuch halka halka dikhta hai.. Ek nazuk aur komal si laRhki Kuch door dikhai daity hai.. Hansti,gati,chahakti,lapakti.. Wo maray qareeb aa jati hai.. Qud us ka kuch bhaRh jata hai Roop us ka jhilmalata hai… Jub palkon ko uthaty hai Mujh ko wo qareeb pati hai Wo sharma sharma jaty hai Phir dheeray say ithlaty hai.. Aur ek hiya ki laly jab…… Chahray par bikhar si jaty hai Husn uska aur nikharta hai Qurb uska aur baRhta hai… Aur uskay sansoN ki garmi.. Mujh ko pighlaa si dati hai… Aur phir maiN chonk si jaati huN Dareecha band ho jata hai……. Haqeeqat samnai aati hai.. Talkhi kuch baRh si jati hai.. Aur dunya ki meena baRh kar.. Maray hoont choo jati hai..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai... |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
|
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
|
(#8)
![]() |
|
|||
|
(#9)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
darechaa |
|
|