Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !! |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
Ik shab aankh kinare Neend se pehle aao Khwab-e-safar par sath chalin ge Ik dooje ka hath pakar kar Jhoote sache ehed karin ge Main kuch un dekhe sapnon ki Ungli tham ke le aayon ga Tum kuch ruh pehli taberin Zaad-e-safar ke taur par lana Ho sakta haikhwab-e-safar main Baarish bi ho andhi bi ho Ho sakta ha tufanon ne Shart safar se bandhi bi ho Ho sakta ha kuch jugnoo kuch tare Apni rah main aayin Ho sakta ha ghor andhere main hi Hum donon kho jayin Is jungle main nadi kinare Thore sapne bo aayin ge Our behti nadi main donon Gham ki gard bi dho aayin ge Ik bargad ke pair ke neeche Tere shane par sir rakh kar Main apne sab dukh ro loun ga Tum apni jalti aankhon par Meri barf hatheli rakhna Tum yaadon ke roshan jugnoo Apni muthi main bhar lena Main bi aanchal ke pehlu main Ujli yaadin rakh layon ga Is dauraan hi khwab ki shehzadi Hum donon se hath chura kar Such ki bheer main kho jaye gi Chahe such kitna karwa ho Dukh ko maat tu ho jaye gi Phir tum Neend nagar ko jana Main khwabon main reh jayon ga Ik shab aankh kinare Neend se pehle aao Khwab-e-safar par sath chalin ge
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
(#4)
![]() |
|
|||
|
(#5)
![]() |
|
|||
Thanks ALL
![]() Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan Dikhana un ko wo peepal ka peid our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar wo kiya karta tha yehan Phir rakhna ungli dil pe our kehna Shikayat karta tha k dard hota ha yehan ~ Bikhre Lamhe ~ |
(#6)
![]() |
|
|||
|
(#7)
![]() |
|
|||
thanks Safa

Bookmarks |
Tags |
chalin, khwabesafar, par, sath |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
KhwaB Tu Khwab Hote Hain | ~ Bikhre Lamhe ~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 3 | 05-24-2009 01:58 PM |
wo jab tak khwab tha khwab mein aik khushi thi | ~ Bikhre Lamhe ~ | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 05-24-2009 12:50 AM |
Woh chehra sath sath raha jo mila nahi | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 05-18-2009 02:10 PM |
kuch deir tu sath chalo hamary k safar abhi baaqi hey.** | momal ali | Miscellaneous/Mix Poetry | 65 | 04-08-2009 05:59 PM |
Safar me sath | Hussain | Miscellaneous/Mix Poetry | 9 | 12-03-2008 06:54 PM |