Great Urdu Poets&Poetry Share All Great Urdu Poets Poetry Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() Ye Daulat Bhi Le Lo, Ye Shohrat Bhi Le Lo Bhale Cheen Lo Mujhse Meri Jawaani Magar Mujhko Lauta Do Bachchpan Ka Saawan Wo Kaagaz Ki Kasthi Wo Baarish Ka Paani Mohalle Ki Sabse Nishaani Purani Wo Budhiya Jise Bachche Kehte The Naani Wo Naani Kee Baaton Mein Pariyon Ka Dera Wo Chehre Ke Jhuriyon Mein Sadiyon Ka Phera Bhulaaye Nahin Bhool Saqta Hai Koi Wo Choti See Raaten Wo Lambi Kahaani Kadi Dhoop Mein Apne Ghar Se Nikalna Wo Chidiya Wo Bulbul Wo Thithli Pakadna Wo Gudiya Ki Shaadi Pe Ladna Jhagadna Wo Jhoolon Se Girna, Wo Gir Ke Sambhalna Wo Pithal Ke Challon Ke Pyaare Se Tho'fe Wo Tuti Hui Chudiyon Ki Nishaani Kabhi Re't Ke Oonche Tilon Pe Jaana Gharonde Banana, Banaake Mitaana Wo Maasoom Chaahat Ki Tasveer Apni Wo Khwabon Khilono Ki Taabir Jaageer Apni Na Duniya Ka Gham Tha Na Rishton Ke Bandhan Badi Khoobsoorat Thi Wo Zindgaani
![]() ![]() ![]() ![]() |
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]()
.......... its in the JAGJEET SINGH COLLECTION OF GOLDEN MOMENTS ONE OF THE BEST CD I STILL HAVE IT .................................................. ................................. THANKS FOR SHARING.............. AWESOME ![]()
Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai ![]() Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain |
(#3)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#4)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#5)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
(#6)
![]() |
|
||||
![]() ![]() ![]() |
(#7)
![]() |
|
|||
![]() ![]() ![]() |
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
bhi, daulat, shohrat |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Ye daulat bhi le lo - Jagjit Singh | FAJAAN | Video Poetry | 13 | 08-28-2011 11:19 PM |
Ye daulat bhi lelo............ | safa | Miscellaneous/Mix Poetry | 10 | 02-19-2009 04:51 PM |