Ghamgheen/Sad shayari !! Share Only Ghamgheen /Sad shayari Here!! |
Advertisement |
|
Thread Tools | Display Modes |
|
(#1)
![]() |
|
|||
![]() Sard mousamon ke dukh Kitney sard hotey hain Koi aah Koi faryad Koi shikwah Koi shikayat kuch bhi to nahi hota in may In mousamon ke baasi shajar bhi Be-libas rehtay hain Pattay bhi na janey Fanna ki kin gehrayun may Be-awaz gir jatey hain Phool na janey kiyun bin khillay hi Be-naam si mout mar jatey hain Sard mousamon ki hawain Ajeeb rang may nooha kanan hoti hain Jaise kisi jawan marg pe Kaheen chupke chupke Kisi koney may aanchal lapetay Koi ujri suhagan Hichkiyun may sisakti ho Aisa hi aik sard mousam To meray andar bhi rehta hai Janey kiyun isqadr tanha sa lagta hai Yaadon ke sub zard pattey jhar chuke hain Sard mousamon ke sub dukh Meray andar utar chukey hain ![]()
![]() ~“She said, Never forget me as if the coast could forget the ocean or the lung could forget the breath or the earth could forget the sun,”~ |
Sponsored Links |
|
Bookmarks |
Tags |
dukh, mousamon, sard |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Mohabbat Mousamon Ki Qaid Sy Azad Hoti Hai | pakeeza | Miscellaneous/Mix Poetry | 4 | 03-08-2013 08:44 PM |
Shaam Thi DECEMBER Ki Sard Sard Jhonkey They * Mi Fav * | SHAYAN | Miscellaneous/Mix Poetry | 5 | 12-30-2012 07:35 PM |
-- ~ Ye Sard Shamein ~ -- | SHAYAN | Ashaar's | 8 | 12-09-2012 04:25 AM |
Mohabbat Mousamon Ki | pakeeza | Ghamgheen/Sad shayari | 9 | 10-06-2012 09:01 PM |
Sard raaton ka dukh | !«╬Ĵamil Malik╬«! | Miscellaneous/Mix Poetry | 8 | 06-03-2010 09:02 PM |