Hamd O Naat Share Naatein Shareef Here |
Advertisement |
![]() ![]() |
|
Thread Tools | Display Modes |
(#1)
![]() |
|
|||
jahan nazr e muhammad ka nishana tehar jata hai
wahan apna to apna hai begana tehar jata hai . Gawahi day rahin hain masjid e nabwi ki deewarain nawasa ho jo kaandhon pay to nana tehar jata hai . Nabi kay baad jo mahfil main zikr e chaar yaar aiy nabi kay chaar yaroon ka yarana tehar jata hai . Shab e mayraaj aqaa baith jain jab sawari par to phir wapas palatnay takzamana tehar jata hai . Chala lay kar azam ghar say nubuat ko mita doonga pari nazr e muhammad jab deewana tehar jata hai . Khush aa qismat abubakr o umar ki hashar tak unka nabi kay sath rozay main thikana tehar jata hai . Yazeediat utha layti hai sar batil ki soorat main to karbal main muhammad ka gharana tehar jata hai
|
Sponsored Links |
|
(#2)
![]() |
|
|||
|
(#3)
![]() |
|
|||
|
![]() ![]() |
Bookmarks |
Tags |
naat |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
Naat | FAJAAN | Hamd O Naat | 4 | 08-18-2012 12:34 AM |
naat umme habiba, urdu naat | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Hamd O Naat | 2 | 08-19-2011 09:15 AM |
Naat | Access Denied | MF Design Poetry | 3 | 08-18-2011 10:04 PM |
Lab Par Naat-e-Pak - (Qari Waheed Zafar Qazmi)-(nAAT sHARIF) | (¯*♥¤»ƙɧՄՏɧՅԾԾ«¤♥*¯) | Hamd O Naat | 1 | 09-06-2009 05:07 AM |
Naat | ! HEER | Islamic Issues And Topics | 6 | 10-14-2008 11:05 PM |